Ya Habibi, Ya Hussain (AS) Lyrics - Mesum Abbas

By: 

Ya Habibi, Ya Hussain (AS) Lyrics

(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2 ya gharibi ya hussain
Ya hussaina ya imamal mazlumeena ya hussaina ya imamal masumeena
Ya hussaina
(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2
ya gharibi ya hussain

1. He was Hussain the grandson of Prophet Muhammad, salallahu alayhi wasallam
Hussain mercy upon mankind, saviour of all mankind
(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2
ya gharibi ya hussain

2. Rab ki raza se jisne gardan katayi, deen-e- nabi ki jisne laaj bachayi
(Har ghar mei jiska farshe matam bicha hai) x2
Roti hai jiske gham mei sari khudaai
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

3. Mehman kar ke usko kufa bulaaya bayyat-e-yazid ka woh masla uthaaya
(Bole hussain kabhi mei naa karunga) x2
Sajde mei jisne apne sar ko kataya
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

4. Zehra aur haider jiska jhula jhulaye, khatm-e-mursal bhi jiske naaz uthaaye
(khaali sawaali jiske ghar se naa jaaye) x2
Hal min ki deta hai woh ban mei sadaayein
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

5. Akbar sa beta diya ghazi sa bhaayi, luti gayi hai ran mei jiski kamaayi
(Ab bhi gawa hai uski shaam-e- gharibaa(n)) x2
Apne lahu se shamma dee(n) ki jalaayi
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

6. Koyi naa dekha hamne aisa namaazi, deen-e-nabi pe jisne har shay’ lutayi
(Phool bahatar diye raahe khuda mei) x2
Sab kuch lutake kiya Allah ko raazi
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3

7. “Jawaad-o-Mesum” uska matam hai ghar ghar, roye janaaze jisne pyaaro ke din bhar
(Phera gaya hai jiski gardan pe khanjar) x2
Chini gayi hai jiski behna ki chadar
(Ya hussainan ya gharibun ya zabeehun bekhata) x3
(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2
ya gharibi ya hussain

8. He was Hussain the grandson of Prophet Muhammad salallahu alayhi wasallam
Hussain mercy upon mankind, saviour of all mankind
(Ya habibi ya hussain ya shafi ya hussain) x2
ya gharibi ya hussain

Pakistani Urdu Noha Information:

Nawha Reciter: Mesum Abbas
Album: Mesum Abbas 2008 Volume
Note: Dedicated to our Shia Brothers & Sisters.


More Islamic Lyrics

  1. Lab Pe Aati Hai Dua Lyrics - Ahmad Hussain
  2. Let It Go Lyrics - Maher Zain
  3. Saday Wal Sohniyan Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  4. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  5. Unki Kiya Baat Hai Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  6. My Hero Lyrics - Harris J.
  7. Rabbee Yebarik Lyrics - Maher Zain
  8. Shahe Madina Lyrics - Saira Naseem
  9. The Power Lyrics - Maher Zain
  10. Aie Mahe Ramzan Alwada Lyrics - Qari Mohammed Rizwan
  11. Ya Taiba Lyrics - Ahmad Hussain
  12. Khat Bhi Likha Tha Lyrics - Mesum Abbas
  13. Rabana Ya Rabana Lyrics - Owais Raza Qadri
  14. Shah e Wala Mujhe Taiba Bulalo Lyrics - Naat Lyrics
  15. Allahu Allah Lyrics - Labbayk
  16. Aagaya Hai Lyrics - Labbayk
  17. Aiy Taiba Lyrics - Junaid Jamshed
  18. Ishq Kay Rang Mein Rang Jao Mere Yaar Lyrics - Owais Raza Qadri
  19. Aie Sabz Gumbad Wale Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. Freedom Ain’t Free (feat. Nano Omar) Lyrics - Raef
  21. Allah Hoo Akbar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  22. My Lord Lyrics - Native Deen
  23. Good Day Lyrics - Maher Zain
  24. Khorasan Lyrics - Sami Yusuf
  25. Guantanamo Bay Lyrics - Zain Bhikha

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

24 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
24
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x