Ya Maula Ali (AS) Lyrics - Mesum Abbas

By: 

Ya Maula Ali (AS) Lyrics

(Ya maula Ali) x8

(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x3

1. (Nabiyon ney pukaara mushkil mein) x2
Har dard ka haider maan Ali.

Hai meri jaan Ali.
(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

2. Pathar mein alam gara jisne
(jisko hai khuda ka sheyr kaha) x2
Damaad-e-Nabi hai maula Ali
(jise haider-o-safdar laqab mila) x2
Hai dunya main zeeshan Ali
(Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

Hai meri jaan Ali.
(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

3. Mimbar pey bulaa kar Ahmed ney
(man kunto maula jisko kaha) x2
Jiska bhi hoon ab main maula
(meray baad hai uska Ali maula) x2
Jise Allah say talwar mili
(Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

Hai meri jaan Ali.
(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

4. Socho to zara aie Musalmano
(roze mein us par waar kiya) x2
Jo shohar-e-Fatema Zehra tha
(usko masjid main qatl kiya) x2
Hai Ahmed ka dil-o-jaan Ali
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

Hai meri jaan Ali.
(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

5. Pathar me alam gara jisne
(jisko hai Khuda ka shair kaha) x2
Damaad-e-Nabi hai maula Ali
(jise haider o safdar laqab mila) x2
Hai dunya mein zeeshan Ali
(Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

Hai meri jaan Ali.
(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

6. Mehman bula kar kufe me
(Imam Hassan ko zehr diya) x2
Jo god-e-Nabi main kheyla tha
(usko masjid mein zibha kiya) x2
Haay roti rahi Zehra ki kali
(Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

Hai meri jaan Ali.
(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

7. Ik ujra kafela pyaason ka
(jab lekar Zainab Shaam gayi) x2
Main paak Ali ki beti hoon
(roro kar Zainab kehti rahi) x2
Ab koi nahi hai chara ghar
(Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

Hai meri jaan Ali.
(Meri jaan Ali imaan Ali.
Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

8. “Mehboob” ne likha hai nawha
(roro ke sunata hai “Mesum”) x2
Zainab ye duain karti hai
(ghar ghar Shabbir ka ho matam) x2

Har shaks pukaarega ik din
(Ya maula Ali, Ya maula Ali.) x2

Haay mere jaan Ali

(ya maula Ali) x12

Pakistani Urdu Noha Information:

Nawha Reciter: Mesum Abbas
Album: Mesum Abbas 2008 Volume
Note: Dedicated to our Shia Brothers & Sisters.


More Islamic Lyrics

  1. Ishq Kee Intiha Syeda Fatima Lyrics - Milad Raza Qadri
  2. Firaq E Madinah Mein Dil Ghamzada Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  3. Muhammad (PBUH) Lyrics - Zain Bhikha
  4. Close To You Lyrics - Maher Zain
  5. Anything For You Lyrics - Sami Yusuf
  6. Har Taraf Anwaar Ki Barsaat Hai Lyrics - Various Artists
  7. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho [Part 1-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. Ya Rabbi bil Mustafa Lyrics - Labbayk
  9. Dardo Alam Ke Mare Lyrics - Naat Lyrics
  10. Meri Zanjeer Na Kehncho Lyrics - Shahid Baltistani
  11. Madinay Mein Yeh Hotey Hain Lyrics - Farhan Ali Qadri
  12. Aye Mere Asghar E Bezubaan Lyrics - Irfan Hussain
  13. Hear Your Call Lyrics - Sami Yusuf
  14. A is for Allah Lyrics - Yusuf Islam
  15. Prism Lyrics - Sami Yusuf
  16. Without You Lyrics - Sami Yusuf
  17. Departure Lyrics - Gaith Adhami
  18. Follow Muhammad Lyrics - Khaleel Muhammad
  19. [Rabbee] I’m Yours Lyrics - Raef
  20. Ya RasoolAllah Karam Lyrics - Qari Mohammed Rizwan
  21. The Earth Trembled Lyrics - Voices Of Passion
  22. The Path Lyrics - Raef
  23. Let Me Breathe Lyrics - Harris J.
  24. Ya Rab Hai Bakhsh Dena Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Bismillah Lyrics - Native Deen

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

7 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
7
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x