Ameer Bhi Hai Ghareeb Bhi Lyrics - Mir Hasan Mir

By: 

Ameer Bhi Hai, Ghareeb Bhi Lyrics

Ameer Hussain, Ghareeb Hussain,
Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai x2

Hussain mehboob e kibriya hai,
Hussain ghurbat ki intiha hai,
Hussain maqsood e karbala hai,
Hussain mazloom e karbala hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai x2

Ameer aisa kafan ki sogat jiskay rozay say bat rahi hai,
Garib aisa kay khood ko ab tak kafan muyasar nahin hua hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay jiska jhoola Nabi jhoolaein Ali jhoolaein
Ghareeb aisa kay jiskay bachay kaban mein jhula bhi jal gaya hai.

Amir bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay ramsay parda gari chali hai usi kay dar say,
Ghareeb aisa kay Shaam o kufan mein uski hamseer bay rida hai.

Ameer bhi hai, Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa Sakina jaisi Khuda nay baiti jisay aata ki,
Gharib aisa usi kay moun par *koi* tamachay laga raha hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay jikay baba ki malkiyat mein hai Husay Kosar,
Ghareeb aisa kay teen din say, usi ko pani nahin mila hai.

Ameer bhi hai, Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay jiska baita *sabi* hai sardar e ambiya hai,
Gareeb aisa kay wohi sinay mein *teer* khaye chupaye taraf raha hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay Khuda ka deen jiskay dam say hai aaj tak salamat,
Ghareeb aisa kay ran mein gardan salamat nahin raha hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay pathroon ko banaday Gohar wohi Takalum,
Ghareeb aisa kay pathroon mein, usi ka lasha chupa huwa hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai x2

Hussain mehboob e kibriya hai,
Hussain ghurbat ki intiha hai,

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Ameer Hussain, Ghareeb Hussain.

————————————–

*Word* – Are the words which were not clear when hearing & writting the lyrics. If you know the right word please leave them in our comment section and we will upgrade them. Thanks

Noha Information:
Noha Reciter: Mir Hasan Mir
Album: Mir Hasan Mir – 2009
Kalam: Janab Hussain Gohar, Janab Mir Takallum


More Islamic Lyrics

  1. Ya Taiba Lyrics - Various Artists
  2. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  3. Wherever You Are Lyrics - Sami Yusuf
  4. Allah Knows Lyrics - Zain Bhikha
  5. Zara Chehre Se Lyrics - Ahmad Hussain
  6. Look Into My Eyes Lyrics - Outlandish
  7. Aie Rab e Jahan Panjtan e Pak Ka Sadqa Lyrics - Aamir Liaquat
  8. Dil Jis Se Zinda Hain Lyrics - Ahmad Hussain
  9. Love Will Prevail Lyrics - Maher Zain
  10. Teri Mehfil Mein Chala Aya Hun Lyrics - Syed Zabeeb Masood
  11. Ghar Lut Gaya Lyrics - Mesum Abbas
  12. Thank You Allah Lyrics - Maher Zain
  13. All I Need Lyrics - Sami Yusuf
  14. Taweel Al Shawq Lyrics - Ahmed Bukhatir
  15. Hamziyya Lyrics - Sami Yusuf
  16. Imdad Kun Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. Haleema Main Tere Muqadran Tu Sadqe Lyrics - Naat Lyrics
  18. Sallou Lyrics - Sami Yusuf
  19. Aye Shaam Terey Bazaaron Se Lyrics - Irfan Hussain
  20. Let Me Breathe Lyrics - Harris J.
  21. Karam Kay Aashiyanay Ki Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  22. Shah e Wala Mujhe Taiba Bulalo Lyrics - Naat Lyrics
  23. Afreen Afreen Lyrics - Aashiq al-Rasul
  24. Meri Kashti Paar Laga Dena Lyrics - Saira Naseem
  25. Free Lyrics - Zain Bhikha

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

12 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
12
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x