Ameer Bhi Hai Ghareeb Bhi Lyrics - Mir Hasan Mir

By: 

Ameer Bhi Hai, Ghareeb Bhi Lyrics

Ameer Hussain, Ghareeb Hussain,
Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai x2

Hussain mehboob e kibriya hai,
Hussain ghurbat ki intiha hai,
Hussain maqsood e karbala hai,
Hussain mazloom e karbala hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai x2

Ameer aisa kafan ki sogat jiskay rozay say bat rahi hai,
Garib aisa kay khood ko ab tak kafan muyasar nahin hua hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay jiska jhoola Nabi jhoolaein Ali jhoolaein
Ghareeb aisa kay jiskay bachay kaban mein jhula bhi jal gaya hai.

Amir bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay ramsay parda gari chali hai usi kay dar say,
Ghareeb aisa kay Shaam o kufan mein uski hamseer bay rida hai.

Ameer bhi hai, Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa Sakina jaisi Khuda nay baiti jisay aata ki,
Gharib aisa usi kay moun par *koi* tamachay laga raha hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay jikay baba ki malkiyat mein hai Husay Kosar,
Ghareeb aisa kay teen din say, usi ko pani nahin mila hai.

Ameer bhi hai, Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay jiska baita *sabi* hai sardar e ambiya hai,
Gareeb aisa kay wohi sinay mein *teer* khaye chupaye taraf raha hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay Khuda ka deen jiskay dam say hai aaj tak salamat,
Ghareeb aisa kay ran mein gardan salamat nahin raha hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay pathroon ko banaday Gohar wohi Takalum,
Ghareeb aisa kay pathroon mein, usi ka lasha chupa huwa hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai x2

Hussain mehboob e kibriya hai,
Hussain ghurbat ki intiha hai,

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Ameer Hussain, Ghareeb Hussain.

————————————–

*Word* – Are the words which were not clear when hearing & writting the lyrics. If you know the right word please leave them in our comment section and we will upgrade them. Thanks

Noha Information:
Noha Reciter: Mir Hasan Mir
Album: Mir Hasan Mir – 2009
Kalam: Janab Hussain Gohar, Janab Mir Takallum


More Islamic Lyrics

  1. Agar Koi Apna Bhala Chahta Hai Lyrics - Mohammad Rehan Qureshi
  2. Aie Rab e Jahan Panjtan e Pak Ka Sadqa Lyrics - Aamir Liaquat
  3. Qabu Mein Nahin Rehtay Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  4. Ali Da Malang Mein Tey Ali Da Lyrics - Farhan Ali Qadri
  5. Shukar Hai Tera Khudaya Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  6. Neredesin (Turkish Version) Lyrics - Maher Zain
  7. Sagri Rain Tarapty Guzri Lyrics - Milad Raza Qadri
  8. Afreen Afreen Lyrics - Aashiq al-Rasul
  9. Madinay Mein Yeh Hotey Hain Lyrics - Farhan Ali Qadri
  10. Du’a Lyrics - Fez Meghani
  11. Bano Ka Yeh Arman Tha Lyrics - Dhamani Sisters
  12. Karam Mangta Hoon Lyrics - Owais Raza Qadri
  13. I Promise Lyrics - Harris J.
  14. Subhana Allah (Turkish Version) Lyrics - Maher Zain
  15. Ya Elahi Har Jagah Teri Ata Ka Saath Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  16. You Came To Me (Arabic) Lyrics - Sami Yusuf
  17. I’ve Seen Lyrics - Outlandish
  18. Show Me Lyrics - Tom Robertson
  19. Meditation Lyrics - Sami Yusuf
  20. Sarkar e Dono Aalam Nazar e Karam Ho Jaana Lyrics - Naat Lyrics
  21. Rabbana Lyrics - Labbayk
  22. Abr e Karam Gesoo e Muhammad Lyrics - Naat Lyrics
  23. Teri Mehfil Mein Chala Aya Hun Lyrics - Syed Zabeeb Masood
  24. Zara Chehre Se Lyrics - Ahmad Hussain
  25. Shahaada [Urdu Version] Lyrics - Fez Meghani

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

12 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
12
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x