Ameer Bhi Hai Ghareeb Bhi Lyrics - Mir Hasan Mir

By: 

Ameer Bhi Hai, Ghareeb Bhi Lyrics

Ameer Hussain, Ghareeb Hussain,
Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai x2

Hussain mehboob e kibriya hai,
Hussain ghurbat ki intiha hai,
Hussain maqsood e karbala hai,
Hussain mazloom e karbala hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai x2

Ameer aisa kafan ki sogat jiskay rozay say bat rahi hai,
Garib aisa kay khood ko ab tak kafan muyasar nahin hua hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay jiska jhoola Nabi jhoolaein Ali jhoolaein
Ghareeb aisa kay jiskay bachay kaban mein jhula bhi jal gaya hai.

Amir bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay ramsay parda gari chali hai usi kay dar say,
Ghareeb aisa kay Shaam o kufan mein uski hamseer bay rida hai.

Ameer bhi hai, Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa Sakina jaisi Khuda nay baiti jisay aata ki,
Gharib aisa usi kay moun par *koi* tamachay laga raha hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay jikay baba ki malkiyat mein hai Husay Kosar,
Ghareeb aisa kay teen din say, usi ko pani nahin mila hai.

Ameer bhi hai, Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay jiska baita *sabi* hai sardar e ambiya hai,
Gareeb aisa kay wohi sinay mein *teer* khaye chupaye taraf raha hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay Khuda ka deen jiskay dam say hai aaj tak salamat,
Ghareeb aisa kay ran mein gardan salamat nahin raha hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Hussain Gareeb, Hussain,

Ameer aisa kay pathroon ko banaday Gohar wohi Takalum,
Ghareeb aisa kay pathroon mein, usi ka lasha chupa huwa hai.

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai x2

Hussain mehboob e kibriya hai,
Hussain ghurbat ki intiha hai,

Ameer bhi hai Ghareeb bhi hai,
Ameer Hussain, Ghareeb Hussain.

————————————–

*Word* – Are the words which were not clear when hearing & writting the lyrics. If you know the right word please leave them in our comment section and we will upgrade them. Thanks

Noha Information:
Noha Reciter: Mir Hasan Mir
Album: Mir Hasan Mir – 2009
Kalam: Janab Hussain Gohar, Janab Mir Takallum


More Islamic Lyrics

  1. Allah Ya Moulana Lyrics - Maher Zain
  2. Mein Jashn E Aamad E Sarkar Lyrics - Owais Raza Qadri
  3. Only Fear Allah Lyrics - Native Deen
  4. I am Near Lyrics - Native Deen
  5. Hope Survives Lyrics - Sami Yusuf
  6. Morning Prayer Lyrics - Tom Robertson
  7. Shine Lyrics - Sami Yusuf
  8. You’re There Lyrics - Raef
  9. Kaash Abbass Na Maray Jaatay Lyrics - Dhamani Sisters
  10. Ramzan Hai Allah Ki Qurbat Ka Mahina Lyrics - Aamir Fayyazi
  11. Mera Dil Badal De Lyrics - Junaid Jamshed
  12. Circle Lyrics - Sami Yusuf
  13. Hansa Lyrics - Hamza Namira
  14. Aie Mere Baba Jaan Lyrics - Shahid Baltistani
  15. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  16. Sizomkhonz’ uAllah Lyrics - Zain Bhikha
  17. ‘Asheqan Lyrics - Sami Yusuf
  18. Kaliyan Zulfan Wala Lyrics - Owais Raza Qadri
  19. Kamle Wale Muhammed Lyrics - Milad Raza Qadri
  20. Try Not to Cry Lyrics - Sami Yusuf
  21. Zarre Jhar Ker Teri Pezaron Ke Lyrics - Owais Raza Qadri
  22. Ze Eshqat Lyrics - Sami Yusuf
  23. Morning Lyrics - Gaith Adhami
  24. Not Afraid To Stand Alone Lyrics - Native Deen
  25. Hye Hum Yateem Ho Gaye Lyrics - Dhamani Sisters

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

12 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
12
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x