Alvida Alvida Mahe Ramzan

By: 

Alvida Alvida Mahe Ramzan Lyrics

Alwada Alwada Mahe Ramzan
Qalb-e-Aashiq Hain Ab Para Para,
Alwada Alwada Mahe Ramazan.

Tere Aaney Se Dil Khush Huwa Tha,
Aur Zoak-e-Ibadat Badha Tha,
Aahh Ab Dil Pe Hain Ghum Ka Galba,
Alwada Alwada Mahe-e-Ramazan.

Naikiyan Kuch Na Hum Kar Sakain Hain,
Aah Issiya He Main Din Katain Hain,
Haaye Gaflat Main Tujh Ko Guzara,
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Koi Husn-e-Amal Na Kar Sakaa Hoo,
Chand Ansoo Nazar Kar Raha Hoo,
Yehi Hai Mera Kul Asasaaa,
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Jub Guzar Jayenge Mah Giyara,
Teri Aamad Ka Aamad ka Phir Shoor Hoga,
Kiya Meri Zindagi Ka Bharosa,
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Bazm Iftar Sajti Thi Thi Kaisi,
Khood Sehri Ki Ronak Bhi Hotee,
Sub Sama Hogaya Suna Suna,
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Yaad Ramzan Ki Tarpa Rahee Hai,
Aansoo Ki Jarhee Lag Gayee Hain,
Keh Raha Hai Har Aik Qatra,
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Tere Diwane Sub Ke Sub Ro Rahe Hain,
Muztarib Sub Ke Sub Ho Rahe Hain,
Kaun Dega Inhe Ab Dilasa,
Alwada Alwada Mahe Ramzan.

Sag-e-ATTAR, Badkar, Qahil,
Rah Gaya Yeh Ibadat Se Gaafil,
Is Se khush Hoke Hona Rawana, Hum Sub Se Khush Hoke Hona Rawana
ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN,
ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN.

Aae Musalman Tho Zinda Rahoge,
Is Mahiney Ko Phir Dekh Looge,
Kiya Teri Zindagi Ka Bharoosaaa,
Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

Saal-e-Ainda Shah-e-Haram Tum,
Karna Hum Sub Par Yeh Karam Tum,
Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana,
Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana,
Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana,(AAMEEN)
Alwada Alwada Mah-e-Ramadan.

Waasta Tujh Ko Meethey Nabi Ka,
Hashr Mai Humko Mat Bhool Jana,
Roz-e-Mehshar Humain Bukhshwana,
Roz-e-Mehshar Humain Bukhshwana,(Aameen)
Alwada Alwada Mah-e-Ramadan.

Tum Pe Lakhoo Salam Mah-e-Ramzan,
Tum Pe Lakhoo Salam Mah-e-Gufran,
Jao Hafiz Khuda Ab Tumhara,
Alwada Alwada Mah-e-Ramadan.
ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN,
ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN


More Islamic Lyrics

  1. All It Takes
  2. Ellahi
  3. Happiness
  4. Change My Dead Heart
  5. Taha
  6. Main Lajpalan De Lar Lagiyan
  7. Muhammad Nabina
  8. Hye Hum Yateem Ho Gaye
  9. Khat Bhi Likha Tha
  10. Lab Pe Aati Hai Dua
  11. That Moment He Smiled
  12. Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye
  13. Kamle Wale Muhammed
  14. Afreen Afreen
  15. Wedding Nasheed
  16. Kalma Sharif
  17. Muhammad (Peace be upon him)
  18. Allahu
  19. Ya Rabbi Ya Rahman
  20. Habibi Ya Rasool Allah
  21. Hum Gunahgaaron Ka Aye Rab Ke Rasool
  22. Taiba Taiba
  23. With You
  24. Ya Mustafa
  25. Mai Bhi Roze Rakhunga

111 thoughts on “Alvida Alvida Mahe Ramzan”

  1. Tere deewane ab ro rahe hai
    Muztarib sab ke sab ho rahe hai
    Kaun dega inhe ab dilasa
    Alwada alwada Mahe ramzan….. ;( :'(

    Reply
  2. Kitni jaldi ye Armaan Chala jata hai,
    Pyas lagti nahi iftar Aajaata hai,
    Hum Gunahgaron ki magfirat kar Mere ALLAH,
    ibadat hoti nahi Ramzan guzar jata hy.
    Alwida Mah e Ramzan/ Ramjan/ Ramadan..
    *.

    Reply
    • angrdz chale gae apko chod gae english se urdu pa agaiye .maine der se dekha nahi to pahle apko urdu pada deta

      Reply
  3. :'(
    Alvida Alvida Mahe Ramzan Alvida…
    Qalb-e-Aashiq Hain Ab Para Para,
    Alwada Alwada Mahe Ramazan.

    Tere Aaney Se Dil Khush Huwa Tha,
    Aur Zoak-e-Ibadat Badha Tha,
    Aahh Ab Dil Pe Hain Ghum Ka Galba,
    Alwada Alwada Mahe-e-Ramazan.

    Naikiyan Kuch Na Hum Kar Sakain Hain,
    Aah Issiya He Main Din Katain Hain,
    Haaye Gaflat Main Tujh Ko Guzara,
    Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

    Koi Husn-e-Amal Na Kar Sakaa Hoo,
    Chand Ansoo Nazar Kar Raha Hoo,
    Yehi Hai Mera Kul Asasaaa,
    Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

    Jub Guzar Jayenge Mah Giyara,
    Teri Aamad Ka Aamad ka Phir Shoor Hoga,
    Kiya Meri Zindagi Ka Bharosa,
    Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

    Bazm Iftar Sajti Thi Thi Kaisi,
    Khood Sehri Ki Ronak Bhi Hotee,
    Sub Sama Hogaya Suna Suna,
    Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

    Yaad Ramzan Ki Tarpa Rahee Hai,
    Aansoo Ki Jarhee Lag Gayee Hain,
    Keh Raha Hai Har Aik Qatra,
    Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

    Tere Diwane Sub Ke Sub Ro Rahe Hain,
    Muztarib Sub Ke Sub Ho Rahe Hain,
    Kaun Dega Inhe Ab Dilasa,
    Alwada Alwada Mahe Ramzan.

    Sag-e-ATTAR, Badkar, Qahil,
    Rah Gaya Yeh Ibadat Se Gaafil,
    Is Se khush Hoke Hona Rawana, Hum Sub Se Khush Hoke Hona Rawana
    ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN,
    ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN.

    Aae Musalman Tho Zinda Rahoge,
    Is Mahiney Ko Phir Dekh Looge,
    Kiya Teri Zindagi Ka Bharoosaaa,
    Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

    Saal-e-Ainda Shah-e-Haram Tum,
    Karna Hum Sub Par Yeh Karam Tum,
    Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana,
    Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana,
    Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana,(AAMEEN)
    Alwada Alwada Mah-e-Ramadan.

    Waasta Tujh Ko Meethey Nabi Ka,
    Hashr Mai Humko Mat Bhool Jana,
    Roz-e-Mehshar Humain Bukhshwana,
    Roz-e-Mehshar Humain Bukhshwana,(Aameen)
    Alwada Alwada Mah-e-Ramadan.

    Tum Pe Lakhoo Salam Mah-e-Ramzan,
    Tum Pe Lakhoo Salam Mah-e-Gufran,
    Jao Hafiz Khuda Ab Tumhara,
    Alwada Alwada Mah-e-Ramadan.
    ALWADA ALWADA MAHE-E-RAMZAN ALWADA,
    ALWADA ALWIDA MAHE-E-RAMZAN ALWADA…

    Reply
    • Chal diya hai tu jo Rab ki janib,
      Ahl e Imaan kay purnam hain Qalib.
      Qalb e Ishrat bhi gham say bhara hai,
      Mah e Ramzan bas alwada hai.

      Reply
  4. (Qalbe Aashiq hai para2 Allbada allbada mahe ramza, ham sab se khush ho ke ho na rawana , hamari mdhsharnmd baqshis karwana -ALBADA ALBADA MAHE RAMZA.3)

    Reply
  5. Suban allah……
    Tum pe lakhoo salam meh e Ramadan
    Tum pe lakhoo salam mah e gufran
    Jao Hafiz khuda ab tumhara
    Alwada alwada mah e Ramadan
    Alwada alwada mehe e ramazan
    Alwada alwada mehe e ramazan

    Reply
  6. kya baroosa hai meri zindagi ka ALVAADA ALVAADA MAHI RAMZAN,,,,,,,,,,,,,,,,,I MISSSSS UUUUU MAHI RAMZAN………,,,,,,,,,BIMARTI NE MAIN RAMZAN DEKHINA ALVAADA ALVAADA MAHI RAMZAN

    Reply
  7. kya khabar ham rahe na rahe saal me
    or rahe bhi to na jaane kis haal me,
    gum na ho mal-oodar ki raah me
    fir na aye shetaan ki chaal me
    alvida mahe ramzan alvida

    Reply
  8. Aae Musalman Tho Zinda Rahoge,
    Is Mahiney Ko Phir Dekh Looge,
    Kiya Teri Zindagi Ka Bharoosaaa,
    Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

    Reply
  9. l really miss ramdan….kash ramdan k mahine ki jaisi ronak har mahine me hoti…
    ya aalha is ramdan-ul-mubarak k mahine me jo galtiya hui use maaf karde..

    Reply
  10. Waasta Tujh Ko Meethey Nabi Ka,
    Hashr Mai Humko Mat Bhool Jana,
    Roz-e-Mehshar Humain Bukhshwana,
    Roz-e-Mehshar Humain Bukhshwana,(Aameen)
    Alwada Alwada Mah-e-Ramadan…

    Reply
  11. Aye Allah mujhe gum bad -e-khijra ke saye me rahkar , rouza-e-rasool ke jaali ko thaamkar salat-o-salam padne ki toufiq ata farma……..a amin.

    Reply
  12. MashaAllah
    AGR is kalam ko tanhai me gumbd e Khazra k taswr me ankhen band kr k prhen to Madina Madina Madina ho jyn by
    InshaAllah
    Shart ye hy k dil o dimag dunya k khyalon sy khali hon

    Reply
  13. This is so very nice best ramzan Sharif salam & i am so happy and my family memeber happy i proud of you this salam working people & i proud of muslim very very big thanks we happy..,

    Reply
  14. subhan allah ye rhmat ka mahina hai apne ap ko allah se bakshvqlo 》tere ane se dil khush hue the aour jhoke ibadat bada tha ah dil pe hai ab gam ka galba .alvada alvada mahe ramzan ab alvida hai

    Reply
  15. उठ जाओ ऊठनेवालो रमज़ान जा रहा है.

    नेकी कोई कमालो रमजान जा रहा है.

    रमज़ान की ईबादत सत्तर गुना हे बढकर,

    मअबुद को मनालो रमज़ान जा रहा है.

    इस माह में खूदा की रहमतबरस रही है,

    ईसे किमती बना लो,रमज़ान जा रहा है.

    “सुल्ताने ए हिन्द”

    Reply
    • I seriously don’t have more words to Define, but actually me in depression when we have to read, i-e , SALAAM Or NAAT , after that’s all I start learning to memories, I have one most word to Share u-each-other , i-e, Lovely Salam or Naat

      Reply
  16. Bazm Iftar Sajti Thi Thi Kaisi,
    Khood Sehri Ki Ronak Bhi Hotee,
    Sub Sama Hogaya Suna Suna,
    Alwada Alwada Mah-e-Ramzan.

    Allah pak apne habeeb ke sadqe hme aane wale saal ka bhi ramazan ata farma or sab momineen ko naseeb ata farma.

    Reply
  17. Allah pak apne habeeb ke sadqe hme aane wale saal ka bhi ramazan ata farma or sab momineen ko naseeb ata farma.

    Reply
    • Jab gujar jaenge mah giyara
      Teri aamad ka fir sor hoga
      Kya bharosha meri zindagi ka
      alwada alwada mahe ramjaan

      Reply
  18. Kya mahina chala Alvida Alvida
    Kije Aah o buka Alvida Alvida

    Rozadaaron ke Ajro sawab dekhiye
    Khud khuda hai jaza Alvida Alvida

    Bazm e iftar sajti bade Josh me
    Aur sehri bhi kya Alvida Alvida

    Roz sajti thi masjid taraweeh se
    Ab Kahan wo ziya Alvida Alvida

    Rozadaaron key jhurmut se tu kyu chala
    Hasratan hasratan Alvida Alvida

    Har Baras to tu aayega maah e siyam
    Apni ummeed kya Alvida Alvida….

    Reply
  19. Tere Diwane Sub Ke Sub Ro Rahe Hain,
    Muztarib Sub Ke Sub Ho Rahe Hain,
    Kaun Dega Inhe Ab Dilasa,
    Alwada Alwada Mahe Ramzan.

    Reply
  20. Miss u ramdanul mubark
    Alvada alada mahe ramdan
    Tum madeene me ramdan dikhana
    Jao hafiz khuda ab tmhra…. Alvida Alvida Mahe Ramdan

    Reply
  21. Jab guzar jayenge mah 11, teri aamad ka phir shoor hoga.
    Par kya bharosa meri zindagi ka, Alvada Alvada mah-e-Ramadan.

    Saal-e-Ainda Shah-e-Haram Tum,
    Karna attar Par Yeh Karam Tum,
    Tum Madiney Mai Ramadan Dikhana,(AAMEEN)
    Alwada Alwada Mah-e-Ramadan.

    Ya Allah beshak humsab Ramadan ka haaq ada na karsake, tere habeeb Sallallahu ale he wa Sallam ke sadqe, sab ko agla Ramdan naseeb farma. Jin Jinko naseeb hoo unka mutaqi parhezgar banade take agla Ramadan main uska haq adakar sakeen.

    Reply
  22. MaashaaALLAH.
    Could someone please translate the lyrics into English?

    JezaakALLAHu khayran

    Abdul Aziz
    Bolgon
    UK
    01/06/2019

    Reply

Leave a Comment