Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Lyrics - Nadeem Sarwar

By: 

Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Houn Lyrics

Mujhe pay kyun band karte ho paani

Ya Hussain x3
Mera nana Nabi, meri maa Sayyada
Mera baba Ali, mera bhai Hasan
Hum hi hein Panjatan
Meri kya he khata, mujhpe kyun band karte ho pani
Kiya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein Zahra ka jaya nahin hun x3
Kya Nabi ka nawasa nahin hun

1. Mere nana ne kalma sikhaya
Aur quran tumko sunaya x2
Kya ma nana ka saaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

2. Who madina jahaan mera ghar he
Aur masjid mein us ghar ka dar he x2
Kya mein us ghar mein khela nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun


3. Chakkiya pees kar maan ne paala
Mujhko nana ne jhula jhulaya x2
Apna bachpan mein bhula nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

4. Kamli wale ke lab chumta tha
Kitna pyara mera bachpana tha x2
Kya mein unka dulhara nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

5. Mein jo paani kabhi maangta tha
Kyun tarapti thi maa ab mein samjha x2
Paas asghar ke jaata nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

6. Mein jo chahun baras jaaein badal
Khun mein duba nazar aaye maqtal x2
Jang karne mein aya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

7. Ik sada thi ye Rehaan-o-Sarwar
Kehrahe the Hussain ibne haider x2
Kya mein mehman aaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein zahra ka jaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun

Noha Information:
Noha Reciter: Nadeem Sarwar Sons ( Syed Muhammad Ali Shanawar & Syed Muhammad Ali Ji )
Album: Nadeem Sarwar – 2008


More Islamic Lyrics

  1. Du’a Lyrics - Sami Yusuf
  2. Salat al-Badriyya Lyrics - Talib al Habib
  3. Milad Ki Ratiyan Dhoom Yeh Thi Lyrics - Muhammad Afzal Noshahi
  4. Pohnchoon Dar e Sarkar Pe Chaha To Yehi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  5. Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye Lyrics - Owais Raza Qadri
  6. It’s Jumuah “Friday” Lyrics - Raef
  7. Jaaneh Jaanaan Lyrics - Sami Yusuf
  8. Every Beat Lyrics (Arabic & French) Lyrics - Aashiq al-Rasul
  9. Fiyyashiyya Lyrics - Sami Yusuf
  10. Little Girl Lyrics - Fez Meghani
  11. Lab Pe Aati Hai Dua Lyrics - Special Collection
  12. Pizza in His Pocket Lyrics - Zain Bhikha
  13. Upon Him Be Peace Lyrics - Fez Meghani
  14. Silent Words Lyrics - Sami Yusuf
  15. Salatullah Lyrics - Labbayk
  16. The Earth Trembled Lyrics - Voices Of Passion
  17. As Subhu Bada Min Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  18. A Time to Please Allah Lyrics - Labbayk
  19. Give Thanks To Allah Lyrics - Zain Bhikha
  20. Khayal Lyrics - Irfan Makki
  21. Who is the Loved One? Lyrics - Sami Yusuf
  22. Shehar e Tamanna Taiba Mein Aaya Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  23. Muhammad Nabina Lyrics - Hamada Helal
  24. Hungry Ones Lyrics - Native Deen
  25. Generous Peace Lyrics - Kareem Salama

COMMENTS

Subscribe
Notify of

188 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
188
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x