Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Lyrics - Nadeem Sarwar

By: 

Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Houn Lyrics

Mujhe pay kyun band karte ho paani

Ya Hussain x3
Mera nana Nabi, meri maa Sayyada
Mera baba Ali, mera bhai Hasan
Hum hi hein Panjatan
Meri kya he khata, mujhpe kyun band karte ho pani
Kiya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein Zahra ka jaya nahin hun x3
Kya Nabi ka nawasa nahin hun

1. Mere nana ne kalma sikhaya
Aur quran tumko sunaya x2
Kya ma nana ka saaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

2. Who madina jahaan mera ghar he
Aur masjid mein us ghar ka dar he x2
Kya mein us ghar mein khela nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun


3. Chakkiya pees kar maan ne paala
Mujhko nana ne jhula jhulaya x2
Apna bachpan mein bhula nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

4. Kamli wale ke lab chumta tha
Kitna pyara mera bachpana tha x2
Kya mein unka dulhara nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

5. Mein jo paani kabhi maangta tha
Kyun tarapti thi maa ab mein samjha x2
Paas asghar ke jaata nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

6. Mein jo chahun baras jaaein badal
Khun mein duba nazar aaye maqtal x2
Jang karne mein aya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

7. Ik sada thi ye Rehaan-o-Sarwar
Kehrahe the Hussain ibne haider x2
Kya mein mehman aaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein zahra ka jaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun

Noha Information:
Noha Reciter: Nadeem Sarwar Sons ( Syed Muhammad Ali Shanawar & Syed Muhammad Ali Ji )
Album: Nadeem Sarwar – 2008


More Islamic Lyrics

  1. Tazkarti Lyrics - Hamza Namira
  2. Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasool Salam Alaika Lyrics - Owais Raza Qadri
  3. Sagri Rain Tarapty Guzri Lyrics - Milad Raza Qadri
  4. A Piece of Land Lyrics - Dawud Wharnsby
  5. Let Us Not Forget Lyrics - Sami Yusuf
  6. Kaun Hai Sarwar E Deen Lyrics - Milad Raza Qadri
  7. Taiba Ke Jane Wale Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. Kam Tashtaki Lyrics - Ahmed Bukhatir
  9. I’m Your Hope Lyrics - Sami Yusuf
  10. Aie Mahe Ramzan Alwada Lyrics - Qari Mohammed Rizwan
  11. Dam Hama Dam Ali Ali Lyrics - Milad Raza Qadri
  12. By My Side Lyrics - Maher Zain
  13. Zainab Ka Wasta Lyrics - Dhamani Sisters
  14. Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye Lyrics - Owais Raza Qadri
  15. That Moment He Smiled Lyrics - Zain Bhikha
  16. A’marona A’malona Lyrics - Maher Zain
  17. Na Ho Aaram Jis Bimar Ko Lyrics - Farhan Ali Qadri
  18. Anything For You Lyrics - Sami Yusuf
  19. Thula Sizwe Lyrics - Zain Bhikha
  20. Ya Rabbi Ya Rahman Lyrics - Ahmad Hussain
  21. Shahe Madina Lyrics - Saira Naseem
  22. Karam Mangta Hoon Lyrics - Owais Raza Qadri
  23. Worth It Lyrics - Harris J.
  24. Allahu Lyrics - Labbayk
  25. Ya Mustafa Ata Ho Lyrics - Owais Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

181 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
181
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x