Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Lyrics - Nadeem Sarwar

By: 

Kya Mohammad Ka Pyara Nahin Houn Lyrics

Mujhe pay kyun band karte ho paani

Ya Hussain x3
Mera nana Nabi, meri maa Sayyada
Mera baba Ali, mera bhai Hasan
Hum hi hein Panjatan
Meri kya he khata, mujhpe kyun band karte ho pani
Kiya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein Zahra ka jaya nahin hun x3
Kya Nabi ka nawasa nahin hun

1. Mere nana ne kalma sikhaya
Aur quran tumko sunaya x2
Kya ma nana ka saaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

2. Who madina jahaan mera ghar he
Aur masjid mein us ghar ka dar he x2
Kya mein us ghar mein khela nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun


3. Chakkiya pees kar maan ne paala
Mujhko nana ne jhula jhulaya x2
Apna bachpan mein bhula nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

4. Kamli wale ke lab chumta tha
Kitna pyara mera bachpana tha x2
Kya mein unka dulhara nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

5. Mein jo paani kabhi maangta tha
Kyun tarapti thi maa ab mein samjha x2
Paas asghar ke jaata nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

6. Mein jo chahun baras jaaein badal
Khun mein duba nazar aaye maqtal x2
Jang karne mein aya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun

7. Ik sada thi ye Rehaan-o-Sarwar
Kehrahe the Hussain ibne haider x2
Kya mein mehman aaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun
Mujhpe kyun band karte ho pani
Kya Muhammad ka pyara nahin hun
Kya mein zahra ka jaya nahin hun x3
Kya nabi ka nawasa nahin hun

Noha Information:
Noha Reciter: Nadeem Sarwar Sons ( Syed Muhammad Ali Shanawar & Syed Muhammad Ali Ji )
Album: Nadeem Sarwar – 2008


More Islamic Lyrics

  1. Parho Durood Ke Moulood Ki Ghari Aayi Lyrics - Owais Raza Qadri
  2. Salatullah Lyrics - Labbayk
  3. Darpesh Ho Taiba Ka Safar Lyrics - Farhan Ali Qadri
  4. Edhak Lyrics - Humood Alkhudher
  5. Iltija Hai Iltija Lyrics - Aamir Fayyazi
  6. Zameen Maili Nahi Hoti Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  7. Prayer to Allah Lyrics - Voices Of Passion
  8. Heaven Lyrics - Khaleel Muhammad
  9. Sir Bulandi Ki Riwayat Sir Katany Say Chali Lyrics - Owais Raza Qadri
  10. Mein Tere Samne Lyrics - Ali Haider
  11. He Is There Lyrics - Sami Yusuf
  12. Muslimano Karo Khushiya Muhammad Mustafa Aaya Lyrics - Qazi Wasim Abbas
  13. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Lyrics - Farhan Ali Qadri
  14. Why? Lyrics - Ahmad Hussain
  15. Morning Lyrics - Gaith Adhami
  16. Good Day Lyrics - Maher Zain
  17. Aaya Kamli Wala Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  18. Asma ul Husna Lyrics - Labbayk
  19. Incha Allah (French) Lyrics - Maher Zain
  20. Huzoor Jante Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  21. Welcome to Madinah Lyrics - Khaleel Muhammad
  22. Ummati Lyrics - Maher Zain
  23. Ramadan (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  24. Khorasan (Arabic Version) Lyrics - Sami Yusuf
  25. Aap Kiya Jane Fatima Kiya Hai Lyrics - Shadman Raza

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

181 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
181
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x