Yeh Jo Halka Halka Suroor

By: 

Yeh Jo Halka Halka Suroor Lyrics

Tanha tenha ho meray dil mein
Jaisay zulmat mein noor rehta hai

Urdu:
Ab Adam ka yeh haal hai har waqt
mast rahtaa hai choor rehta hai

English Translation:
“Adam” [First person on Earth in Islam] is of such a disposition that at every moment
he remains intoxicated [in Allah’s Prayers] and ecstatic.

Urdu:
Yeh Jo Halka Halka Suroor Hai
Yeh Jo Halka Halka Saroor Hai
Yeh teri nazar ka qusoor hai
Ke sharaab pina sikha diya
Yeh teri nazaar ka kasoor hai
Ke shirab pena sikha diya

English Translation:
This mild intoxication
is because of your eyes [due to Allah’s will],
that taught me drinking [Getting intoxicated in Allah’s Prayers].

Urdu:
Teray pyaar nay, teri chah nay
Teri behki behki nigah nay
Mujhe ek sharaabi bana diyaa
Taray piyaar ne, teri chah nay
Mari bahki bahki nigaah ney
Mujhay ek shirabi bana diya

English Translation:
Your love [Allah’s Love] and your longing,
your intoxicating glances
made me a drunkard [Been so deeply intoxicated in Allah’s Prayers].

Qawwali Information:

Qawwali Singer: Nusrat Fateh Ali Khan


More Islamic Lyrics

  1. Marhaba
  2. The Power
  3. Homecoming
  4. Ya Hayyu Ya Qayyum
  5. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  6. Raastein Saaf Batatay Hain
  7. Terengganu
  8. Saaeein Mawla
  9. Every Morning
  10. Pyaare Nabi Ki Pyaari Nawasi
  11. I Love You So
  12. We At War Baby
  13. Celebrations
  14. Wah Kiya Joodo Karam
  15. Silent Words
  16. Allah is Calling You
  17. Mukh Mor Lenday Penan Tay Para
  18. Khusravi Achi Lagi Na, Sarwari Achi Lagi
  19. Wherever You Are Lyrics (ACOUSTIC – ARABIC)
  20. I’m In Love
  21. Go
  22. Who I Am
  23. Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad
  24. Tazkarti
  25. Your Mercy

15 thoughts on “Yeh Jo Halka Halka Suroor”

  1. i really feel we have missed great qawals like Sabri Brothers and Nusrat Fateh Ali Khan who had the magic in their voice to rejuvante people’s sole.

    Reply
  2. saaqii ki har nigaah pe bal khaa ke pee gayaa
    laharon se khelataa huaa lahraa ke pee gayaa

    ai rahmat-e-tamaam meri har khata muaaf
    main intehaa-e-shauq mein ghabraa ke pee gaya

    peetaa beghair izn ye kab thii meri majaal
    dar-pardaa chashm-e-yaar kii shah paa ke pee gayaa

    zaahid ye merii shokhi-e-rindaana dekhnaa
    rahmat ko baaton baaton mein bahlaa ke pee gayaa

    oodi oodi ghataein aati hain
    mutribon ki nawaein aati hain

    kis ke gesu khule hain saawan mein
    mehki mehki hawaein aati hain

    aao sehn-e-chaman mein raqs karein
    saaz lekar ghatein aati hain

    dekh kar unki ankhadion ko adam
    maikadon ko hawaein aati hain

    paas rehta hai dur rehta hai
    koi dil mein zaroor rehta hai

    jab se dekha hai unki aaknhon ko
    halka halka suroor rehta hai

    aise rehte hain wo mere dil mein
    jaise zulmat mein noor rehta hai

    ab adam ka wo haal hai har qadam
    mast rehta hai choor rehta hai

    ye jo halka halka suroor hai
    ye teri nazar ka qusoor hai
    ke sharaab peena sikha dia

    tere pyaar ne teri chaah ne
    teri behki behki nigaah ne
    mujhe ek sharaabi bana dia

    sharaab kaisi khumaar kaisa
    ye sab tumhari nawazishein hain
    pilayi hai kis nazar se tune
    ke mujhko apni khabar nahin hai

    saara jahaan mast jahaan ka nizaam mast
    din mast raat mast sahar mast shaam mast
    mast sheesha mast suboo mast jaam mast
    hai teri chashm-e-mast se har khaas-o-aam mast

    ye jo saqi har tarah ki tere maikhaane mein hai
    wo bhi thodi si jo in aankhon ke paimaane mein hai

    sab samajhta hun teri ish (??) nazar ai saqi
    kaam karti hai nazar naam hai paimaane ka

    tera pyaar hai bas meri zindagi

    na namaz aati hai mujhko na wuzoo aata hai
    sajdaa kar leta hun jab saamne too aata hai

    main azal se bandaa-e-ishq hun
    mujhe zuhd-o-kufr ka gham nahin
    mere sar ko dar tera mil gaya
    mujhe ab talash-e-haram nahin

    meri bandagi hai wo bandagi
    jo ba qaid-e-dair-o-haram nahin
    mera ik nazar tumhein dekhna
    baa khuda namaz se kam nahin

    tera pyaar hai bas meri zindagi

    qayamat mein tera dagh-e-muhabbat lekar uthunga
    teri tasveer us dam bhi kaleje se lagi hogi

    kyunki

    tera pyaar hai bas meri zindagi

    teri yaad hai meri bandagi
    jo teri khushi wo meri khushi
    ye mere junoon ka hai moajzaa
    jahan apne sar ko jhuka dia
    wahan maine kaaba bana dia

    mere baad kisko sataaoge ??

    dil jalon se dil lagi acchi nahin
    rone walon se hansi acchi nahin
    dillagi hi dillagi mein dil gaya

    oh mere dil gaya dil gaya dil gaya

    khuda ke liye apni nazron ko roko warna
    mera dil gaya dil gaya dil gaya

    meri tarah khuda kare tera bhi kisi per aaye dil
    too bhi kaleja thaam ke kehta phire ke haye dil

    mera dil gaya dil gaya dil gaya

    dillagi hi dillagi mein dil gaya
    dil lagaane ka nateeja mil gaya
    main to rota hun ke mera dil gaya
    tum kyun hanste ho tumhein kya mil gaya ??

    accha phir

    mere baad kisko sataaoge ??
    mujhe kis tarah se mitaaoge
    kahan jaa kar teer chalaoge
    meri dosti ki balayein lo
    mujhe hath utha kar duaayein do
    tumhein ek qaatil bana dia

    mujhe dekho khwaish-e-jaan-e-jaan
    main wahi hun anwar-e-neem jaan
    tumhein itna hosh tha jab kahaan
    na chalao is tarah tum zubaan
    karo mera shukria meherbaan
    tumhein baat karna sikha dia

    ye jo halka halka suroor hai
    ye teri nazar ka qusoor hai
    ke sharaab peena sikha dia

    Reply
  3. It’s really so amazing…,
    And when I listen to this qawali I feel like I have sufi nature nd I start fall in love …
    In this I feel love of God ., Dear Prophet P B U H .., and. . .

    Reply
  4. Ustaad Nusrat Fateh Ali Khan is a real master piece, his voice is just like liquor intoxcating us and making our soul yearn for Allah

    Reply
    • Like Nusrat Fateh Ali Khan’s work, some other things are eternal too. Like love. His songs are a reminder that in love we get closest to sincerity and thus towards purifying our heart.

      Reply

Leave a Comment