Naat (Nasheed) by Hazrat Umar ibn Al-Khattab “Al-Faruq” (R.A.)
Kiya nahin dekha tum nay ke Allah nay apne deen ko ghalib ker diya,
Har us deen per jo iss say pehlay tha haq say phira huwa.
Aur Allah nay ahle Makka ko mehroom ker diya huzoor say jab,
Un lohoon nay gumrahi kay khayal fasad yani qatl per kamar bandhi.
Aur phir woh subha jab ghoray iss kay maidanoon mein jo laniyan dikhanay lagay,
Jinki bagein chuti huyi thin, zubair o khalid kay darmiyan.
Pus RasoolAllah ko Allah ki nusrat nay galba bakhsha,
Aur inkay dushman maqtool huay aur shakist khay kay bhagay.
ASSALAM U ALAIKUM!
Where can I find the full NAAT (NASHEED) lyrics and audio.
Assalamualaikum….
Can u plzz let me know where can I get all this naats….,……just tell me the book name……mai baher se karidlunga….shukriya
الكتاب: (الحماسة المغربية) مختصر كتاب صفوة الأدب ونخبة ديوان العرب
المؤلف: أبو العباس أحمد بن عبد السلام الجرّاوي التادلي (المتوفى: 609هـ)