Owais Qadri

Owais Raza Qadri’s Biography AlHaaj Muhammad Owais Raza Qadri is the crownless king of present day Sana Khawans around the world and undoubtedly the most heartily loved, popular and legend of Sana Khawans, known for his melodious voice and unique style of expressing his great love and respect with the Holy Prophet, Hazrat Muhammad . He emerged with a revolutionary voice and unique style with a zeal to surpass his own targets and a performer par excellence. Today he is an ideal for millions of Ushaqan-e-Rasool across the globe. He is a legend, and the journey has just begun.

Muhammad Owais Raza Qadri was born on 8th. July 1970 in Pakistan. He is Intermediate in academic qualifications. He has performed several Hajj and Umras, the first Umra being in 1992 while the first Hajj in 1996. Apart from Holy Places, Pakistan is Owais Qadri’s favourite country.

He rests after 8 o’clock in the morning. Each night two or three Mehfil-e-Naats were used to be attended but now onwards, there will be just one each night. He is currently working on an new album.

Owais Raza Qadri
Owais Raza Qadri

He started reciting naats at the age of 8 only. He Recites the Kalaam of Imam-e-Ahle-sunnat, Alahazrat Shah Ahmed Raza Khan Sahib Barelvi is most liked by Owais Raza Qadri. His first album was released in 1983 and after that numerous albums have been released.

He has traveled to many countries of the world spreading the message of Islam and love for the Holy Prophet including England, Dubai, Iraq, Iran, India, Hijaz-e-Muqaddas South Africa, Zimbabwe, Tanzania, Malawi, Kenya, Syria etc.

Regarding his future plans, Owais Qadri states that he will continue reciting naats and work for getting people back to the path of Sala’at-o-Sunnat. Muhammad Owais Raza Qadri advises new naat khawans that Naat Khawani is Ibaadat and before reciting any naat essential knowledge should be collected about it and special care should be taken to ensure that it is not objectionable by Islamic Shariah. It is best to check all naats with a learned scholar.

Owais Raza Qadri’s Albums, Naats, Lyrics & Videos

A

Owais Raza Qadri
Owais Raza Qadri
  1. Aa Dil Mein Tujhe Rakh Loon
  2. Aa Gaye Muzdah Shafa’at Ka Sunaanay Waalay
  3. Aaj Aaye Nabiyon Kay Sardar Marhaba
  4. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 1-2]
  5. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 2-2]
  6. Aaya Hai Bulaawa Mujhe Darbar-e-Nabi Say
  7. Aaye Aaqa Madni Aaqa
  8. Aie Mout Thahar Jaa
  9. Aie Sabz Gumbad Wale
  10. Allah Hoo Allah Hoo Allah Hoo Allah
  11. Allah Hoo Allah Hoo Allah Muhmmad Ruhi Fidaka
  12. Allah Hoo Allah Hoo Dum Badam Allah Hoo
  13. Allah Ta’ala’s names
  14. Allahoo Allahoo
  15. Allahoo Allahoo
  16. An Nabi Sallu Alai [Part 1-2]
  17. An Nabi Sallu Alai [Part 2-2]
  18. Annabi Sallu Aleh [Part 1-2]
  19. Annabi Sallu Aleh [Part 2-2]
  20. Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu
  21. Arzo Saman Bane Hain
  22. Owais Raza Qadri
    Owais Raza Qadri

B

  1. Baat Jo Kijiye Aur Jab Kijiye
  2. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho [Part 1-2]
  3. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho [Part 2-2]
  4. Bakhte Khusta Ne Mujhe Rozay Pe Jaanay Na Diya
  5. Bulalo Phir Mujhay Ae Shah-e-Behrobar

C

  1. Chamka Mah e Noor Ka Hilal

D

  1. Daikhtay Kiya Ho Ahle Safa
  2. Dil Madinah Mera Bana Aaqa
  3. Dil Say Hazar Bar Madina Tujhay Salam

E

  1. Edhar Bhi Nigaahe Karam Ghous-e-Azam
  2. Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai

F

  1. Firaq-e-Madinah Mein Dil Ghamzada Hai

G

  1. Gunaahon Ki Aadat Chura Mere Mola
  2. Owais Raza Qadri
    Owais Raza Qadri

H

  1. Hajio Aao Shahenshah Ka Roza Dekho
  2. Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Ghum Baishumar
  3. Hoon Mein Nadim Gunahoon Par Ya Rab
  4. Hum Ko Bulaana Ya Rasoolallah
  5. Huzoor Aisa Koi Intezam Ho Jaye
  6. Huzoor Jante Hain
  7. Huzoor Mujrim Khara Hai Dar Per

I

  1. Idhar Bhi Nigaahe Karam Ghous-e-Azam
  2. Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai
  3. Imdad Kun, Imdad Kun
  4. Ishq Kay Rang Mein Rang Jao Mere Yaar

J

  1. Jab Gumbad-e-Khazra Pe Woh
  2. Jagah Ji Lagane Ki Duniya Nahi Hai
  3. Jalwa-e-Yaar Idhar Bhi
  4. Jashn e Wilaadat Manao

K

  1. Kaalian Zulfaan Wala
  2. Karam Mangta Hoon Ata Mangta Hoon
  3. Karay Chara Saazi Ziarat Kisi Ki
  4. Kaun Kehta Hai Ke Zeenat Khuld Ki Achi Nahi
  5. Khairat Lainay Aa Gaye
  6. Kyun Kar Na Mere Dil Mein Ho Ulfat Rasool (SAW) Ki

L

  1. La Maujooda Illallah
  2. Lagiyan Ne Mojan
  3. Likh Raha Hoon Naat E Sarwar

M

  1. Mah-e-Noor Ka Hilal
  2. Main Madine Chala
  3. Mairay Aaqa Aaye Jhoomo
  4. Mangnay Ka Maza Hei Dar e Yaar Par
  5. Meeran Waliun Ke Imam
  6. Mein Jashn-e-Aamad-e-Sarkar
  7. Mein Lajpaalan
  8. Mein So Jaaon Ya Mustafa Kehte Kehte
  9. Mere Aaqa Nigaah-e-Karam Ho
  10. Muhammad Mazhar-e-Kamil
  11. Mujhe Dar Pe Phir Bulaana

N

O

  1. Ooj Pana Mere Huzoor Ka Hai

P

  1. Parho Durood Ke Moulood Ki Ghari Aayi
  2. Phir Gumdad-e-Khizra Ki Fizaaon Mein Bulaalo
  3. Pohnchoon Dar-e-Sarkar Pe

Q

  1. Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad

R

  1. Raastein Saaf Batatay Hain
  2. Rabana Ya Rabana
  3. Rabbana Ya Rabbana
  4. Rang Day Moula

S

  1. Sachi Baat Sikhatay Ye Hain
  2. Sarkar Kay Dar Per Jaaoon
  3. Sartaaba Qadam Hai Tane Sultan Zaman Phool
  4. Sir Bulandi Ki Riwayat Sir Katany Say Chali
  5. Subha Taiba Mein Hui
  6. Sultan e Karbala Ko Hamara Salam Ho

T

  1. Taiba Ke Jane Wale
  2. Tera Khawan, Main Tere Geet Gawan

U

  1. Un Ki Mehak Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye Hain

W

  1. Waqt-e-Madad Hai

Y

  1. Ya Elahi Har Jagah Teri Ata Ka Saath Ho
  2. Ya Mustafa Ataa Ho
  3. Ya Nabi Salam Alaika
  4. Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasool Salam Alaika
  5. Ya Sayyedi

Z

235 thoughts on “Owais Qadri”

  1. SALAM AWAIS BAHI UMEED HAI APP KHAIR SAY HON GAY MAIN UMMRA KERNY GAYA TO APKI NATT SUN KER OR BHI LUTF ATA THA……. KHASS TOR PER MAIN MADINAY CHALA…. AYA HAI BULAWA MUJHY DAR BAR-E- NABI SAY ALLAH APKO HAMESHA KUSH RAKHY MUJHY APNI DUAOUN MAIN YADD RAKHIYE GA

    Reply
    • Ya rab hein baksh deyna bandon ko kaam tera
      mehroom reh naa jaey kal ye ghulam tera

      hein touhi deyna waala pasti se dey balandi
      asfal maqaam mera aala maqaam tera

      mehroom kyun rahoun mein jee bhar ke kyun na loun mein
      deyta hein rizk sabko hein faiz 'aam tera

      imaan ki kaheingey imaan hein hamaara
      ahmad rasool tera mushaf kalaam tera

      sham shudduha mohammad bad ruddujaa mohammad
      hein noore paak roshan har subho shaam tera

      ye daag bhi na hooga tere siwaa kisi ka
      qawnain mein hein jo kuck wo hein tamaam tera

      Reply
  2. salam.i luv u ap kalam e alahazrat ko jis tarha nibhaty hain yeh ap hi ka khasa hai hamari pori family apko bohut shoq se sunty hain.ALLAH apko mazeed taraqqi ata farmaiy AAMEEN

    Reply
  3. Assalamalikum, I am desperate to go mecca sharif…. Hum Ko Bulaana Ya Rasoolallah….this naat had made me more desperate… I really love ur naat and ur voice tooo. could u plz give me the lyrics of this beautiful naate sharif… allah hafiz.

    Reply
  4. ASALAM-O-ALIKUM….
    ALLHA PAK NY AP KO BHOT ACCHE AWAZ DI HY MARI DUA HY K AP HUMASAHA HUMARAY AYKA HUMARAY NABI PAK KI TARIF MY AYSA HE NAATY PAR TY RAHAY……..

    Reply
  5. Masha-Allah, Subhan-Allah…..

    Allah Rabbul Izzat aap ki har dua kabul kare…
    May ALLAH shower his countless blessings upon you & All Muslims….

    Reply
  6. Aslaam alaykum, MashahAllah ur voice is beautiful words can not describe, listenin to ur Naats MashahAllah i hav not listen to songs or anything else and ma message to all ma muslim brothers and sisters is to listen to the naats specially of brother Owais Qadri's and understand each word mashahAllah u will automatically listen to naat and nasheeds. JazakAllah for being our naat artist

    Reply
  7. salaaaaaaam i wud say u hav da voice wich touches da soul
    im a very big fan of u
    ur naat menu majboooriyan has a great effect on me love it
    XXXXXXxx hope to hear more naats like dis

    Reply
  8. aslamualakum my name is laraib babar and i love your naats. especially your new naats.
    i hope you will make new naats like this and your voice is absollutely good.
    the words go in your heart when you read a naat.
    aslamualakum

    Reply
  9. owais qadri is a beutiful person may allah take him and all us sunni's to janat with him and the holy prophet صلي الله عليه وسلم

    Reply
  10. ASALAAMUALAIKUM,
    i feel when you hear the naat-e-shareef of owais raza sahab,the instinct begins from u to utter various naats also,extremely brilliant personality.The source of inspiration is QTV,"one of the most reputed tv,islamic channel,which inculcates us to follow the right path of our GOD,PROPHET AND PANJETENPAAK".Even tells us about their biographies aswell.thanking you.

    Reply
  11. owaise sahab mere taraf se ye dua hai ke allah talaa har kisi ko aap jaisi naathein padne ki toufeeq ata farmayein ameen. allah aapko hamesha khush rakhe

    Reply
  12. Subhan Allah Owais Bhai may your tribe increase by many folds.
    May Allah bless u with his choiestiest blessings Ameen

    Shakira banglore

    Reply
  13. May Allah and His Belovered Rasool accept our praises and increase our Imaan thru these recitations.
    The Noor o Medina, may It burn forever.

    Reply
  14. Mein So Jaaon Ya Mustafa Kehte Kehte is very beautiful but where can i find the english transliteration for this lovely naaths dose anyone know?

    Reply
  15. SUBHANALLAH MASAALLLAH . ALLAH AAPKO HAYAT SE BAKSHE AUR HUMARE GAON ORISSA MEIN AAP KA NAAT BAHUT HI MAJE SE SUNA JATA HAI AUR YAHAN SAB AAPKE DIWANE HEIN. AAPKI AWAAZ BAHUT HI MITHI AUR PYARI HAI. SUBHANALLAH. IJAZ

    Reply
  16. owais bhai aap ke naat sunker merekko both achalaga roz aapke naat sunker me sojathahu allah aape sahi salamath kare allah apko acha rasteme janekeliye me dua karthihoo owais bhai aisa acha naaten sunathe reho bhai sukriya

    Reply
  17. assalamualaikum
    subhanallah aap badi achi naate padhte hai huzoor k shan me.alhamdulillah aap ki naate meray andar bhi josh paida karti hai aur mujh ko sukoon milta hai

    Reply
  18. CAN I HAVE THE NAAT OF BISMILLAH KI TAARIF: KINDLY LET ME KNOW
    NAAT SHARIF IS AS UNDER:-

    EK DIN MASJID E NABVI MEIN KAUNON MAKAN , KAR  RAHE THE KAHIN BISMILLAH KI TAARIF BAYAN.
    PAHONCHI EK LADKI YAHOODI KI WAHAN, US KE DIL MEIN YEH ASAR HUBBE PAYAMBAR NE KIYA

    Reply
  19. CAN I HAVE THE NAAT OF BISMILLAH KI TAARIF: KINDLY LET ME KNOW
    NAAT SHARIF IS AS UNDER:-

    Akhri Roza hai Aur Dil Muztar jaan hai

    Reply
  20. main awise bhi ko bhut like karta ho q k in i awaz main itna dard ha k sunny wala sub kuch bol jata ha/
    main in ki naaty kud b parta ho
    in par Allah ki buht rehmet ha
    Allah in ko is tarha AAQA ki naaty ki tufeeq dy
    i love islam

    Reply
  21. I M Mohammad Ismail from Behrain Swat vally,Owais raza Qadri  sab s my most favorit nat khuan i thank his voise s really a God gifted,on ocasion at hearing his nat, the human s out of nerves, n feel ”qurb”holy prophet’s loveness.may Allah live long Qadri sab.

    Reply
  22. You will be rewarded for spreading the correct of islam..Insa-allah….Nabi s.a.w. would make sure of that with all the praises you have given him..

    Reply
    • asalamu-alaiku these are the lyrics to Huzoor jantey hain

      Jo ho chuka hai jo hoga, huzoor jante hain,
      Teri aata say Khudaya, huzoor jaante hain.

      Khuda ko dekha nahin aur eik maan liya,
      Ke jantay thay sahaba, huzoor jantay hein.

      Munafiqoon ka aqeeda woh gaibdaan nahin,
      Aur sahabiyoon ka aqeeda, huzoor jantay hain.

      Aie ilm e ghaib kay munkir Khuda ko dekha hai?
      Aur tujhay bhi kehna padega, huzoor jante hain.

      Khabar bhi hai? ke khabar sabki hai unhein kab say,
      Ke jab na ab tha na kab tha, huzoor jante hain.

      Kai unke haath mein kya kya tujhe khabar na mujhe,
      Khuda nay kitna nawaza, huzoor jante hain.

      Woh mominoon ki to janoon say bhi kareeb huye,
      Kahan say kisnay pukara, huzoor jante hain.

      Isiliye to sulaya hai apne pehlu mein,
      Ke yaar e ghar ka rutba, huzoor jante hain.

      Umar nay tan say juda kar diya tha sar jis ka,
      Woh apna hai ke paraya, huzoor jante hain.

      Nabi ka faisla na maan kar woh jaan say gaya,
      Mizaaj Umar ka hai kaisa, huzoor jante hain.

      Wohi hai paikar e sharm o haiya o zul nuraian,
      Maqaam unki haya ka, huzoor jante hain.

      Hain jiske moula huzoor uske hain Ali moula,
      Abu Turab ka rutba, huzoor jante hain.

      Yeh khud shaheed hain, betay nawasay potay shaheed,
      Ali ki shaan e yagana, huzoor jante hain.

      Main unki baat karoon yeh nahin meri auqaat,
      Ke shaan e Fatma Zahra, huzoor jante hain.

      Jina mein kaun hain sardaar nojawanoon kay,
      Hasan, Hussain ke nana, huzoor jante hain.

      Malaika ne kiya youn to sajda Adam ko,
      Dar asal kis ko tha sajda, huzoor jante hain.

      Kahan marein gay Abu Jahal o Utba o Sheiba,
      Ke Jang e Badr ka naqsha, huzoor jante hain.

      Woh kitna fasla tha, aur kalaam tha kaisa,
      Aao adna aur ma aaoha, huzoor jante hain.

      Milay thay rah mein 9 bar kis liye Musa,
      Yeh deed e haq ka bahana, huzoor jante hain.

      Main chup khara houn Mawajapaysar jhukaye huye,
      Sunaoon kaise fasana, huzoor jante hain.

      Chupa rahe hai lagatar mere aiyboon ko,
      Main kis qadar houn kameena, huzoor jante hain.

      Khuda hi jaanay UBAID unko hai pata kiya kiya,
      Hamein pata hai bus itna, huzoor jante hain.

      Nahi hai zaad e safar pass jin ghulamoon ke,
      Unhein bhi dar pe bulana, huzoor jante hain.

      Haran ne oonth ne chiryoon ne ki yehi faryaad,
      Ke unkay gham ka madawa, huzoor jante hain.

      Teri aata say Khudaya, huzoor jaante hain.

      Nahi hai zaad e safar pass jin ghulamoon ke,
      Unhein bhi dar pe bulana, huzoor jante hain.

      Teri aata se Khudaya, huzoor jaante hain.

      Main unki baat karoun yeh nahin meri auqaat,
      Ke shaan e Fatma Zahra, huzoor jante hain.

      Teri aata se Khudaya, huzoor jaante hain.

      Reply
    • Jo ho chuka hai jo hoga, huzoor jante hain,
      Teri aata say Khudaya, huzoor jaante hain.

      Khuda ko dekha nahin aur eik maan liya,
      Ke jantay thay sahaba, huzoor jantay hein.

      Munafiqoon ka aqeeda woh gaibdaan nahin,
      Aur sahabiyoon ka aqeeda, huzoor jantay hain.

      Aie ilm e ghaib kay munkir Khuda ko dekha hai?
      Aur tujhay bhi kehna padega, huzoor jante hain.

      Khabar bhi hai? ke khabar sabki hai unhein kab say,
      Ke jab na ab tha na kab tha, huzoor jante hain.

      Kai unke haath mein kya kya tujhe khabar na mujhe,
      Khuda nay kitna nawaza, huzoor jante hain.

      Woh mominoon ki to janoon say bhi kareeb huye,
      Kahan say kisnay pukara, huzoor jante hain.

      Isiliye to sulaya hai apne pehlu mein,
      Ke yaar e ghar ka rutba, huzoor jante hain.

      Umar nay tan say juda kar diya tha sar jis ka,
      Woh apna hai ke paraya, huzoor jante hain.

      Nabi ka faisla na maan kar woh jaan say gaya,
      Mizaaj Umar ka hai kaisa, huzoor jante hain.

      Wohi hai paikar e sharm o haiya o zul nuraian,
      Maqaam unki haya ka, huzoor jante hain.

      Hain jiske moula huzoor uske hain Ali moula,
      Abu Turab ka rutba, huzoor jante hain.

      Yeh khud shaheed hain, betay nawasay potay shaheed,
      Ali ki shaan e yagana, huzoor jante hain.

      Main unki baat karoon yeh nahin meri auqaat,
      Ke shaan e Fatma Zahra, huzoor jante hain.

      Jina mein kaun hain sardaar nojawanoon kay,
      Hasan, Hussain ke nana, huzoor jante hain.

      Malaika ne kiya youn to sajda Adam ko,
      Dar asal kis ko tha sajda, huzoor jante hain.

      Kahan marein gay Abu Jahal o Utba o Sheiba,
      Ke Jang e Badr ka naqsha, huzoor jante hain…

      Lyrics are taken fromhttp://www.islamiclyrics.net/owais-raza-qadri/huzoor-jante-hain/

      Reply
  23. Jazak Allah Mujhe in lyrics sy jitna Faida Howa hy me bta nh skta jis ny bhi ye id start ki or jojo is kar e khair me shmil hy Allah unhe 2no jahano ki bhaliyan atta kry Ameen

    Reply
  24. asalamu-alaikum
    can anyone give me the lyrics for rahey jatey hain yeh armaan
    i really need it urgently
    jazakallah khair

    Reply
    • May so jaoo Ya MUSTAFA kehtey kehtey

      May so jaoo Ya MUSTAFA kehtey kehtey
      Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey

      Sitam pay Sitam seh gaey dushmano kay
      Habeeb-e-KHUDA, Ya KHUDA kehtey kehtey

      May so jaoo Ya MUSTAFA kehtey kehtey
      Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey

      Guzarte thay kaantey bharrey raasto say
      RASOOL-e-KHUDA, Marhaba kehtey kehtey
      May so jaoo Ya MUSTAFA kehtey kehtey
      Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey

      Huwey surkhuru Aap her maarkey may
      Fakat Rabbana , Rabbana kehtey kehtey

      May so jaoo Ya MUSTAFA kehtey kehtey
      Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey

      Shahe her do Aalam ne naam-e-jabee say
      Bhara paet shukrey KHUDA kehtey kehtey
      May so jaoo Ya MUSTAFA kehtey kehtey
      Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey

      Andheiroo may ham ne kiya hay ujaala
      Aqeedat sey Noor-ul-Huda kehtey kehtey
      May so jaoo Ya MUSTAFA kehtey kehtey
      Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey

      Dilley muztarib ko qaraar aagya hay
      Shabo roz Ya MUJTABA (S.A.W.W) kehte kehte

      May so jaoo Ya MUSTAFA kehtey kehtey
      Khulley aankh Salle Aala kehtey kehtey

      Museebat kay maaro kathan manzillo say
      Guzer jaoo Ya Mustafa kehtey kehtey

      Reply
  25. All naat is very owsum fabulous and OWAIS uncle you are a best naat khawn of all world plz sarkar marina me lyrics downland karre

    Reply
  26. Please can I have the lyrics of Shabbir E Naam dar pe lakhon salaam ho (Salaam E Karbala). Many thanks on behalf of Owais Qadri Sahab collection.

    Reply
  27. janab owais bhai sb,Asak,

    kafi dino kisi v program mei Qtv mei nazar nahi aaye .aap kahan hain ? Qtv ki Raunaq tu aapse hai. qtv par apko ko hum sab dekhna aur sunna chahte hain. aap 2 sal se idd miladun nabi k mauqe par v nazar nahi aa rahe .tv se interest khatm ho raha. pl bataiyeaap kahan hain aur kaise hain .

    Reply
  28. assalam walekum wa rehmatullahi wa barakatahu wa magfiratahu….. i wanted to listen naat ‘mujhpe maula ka karam hai unki naate padta hu’………… i love this naat my brother Md.Abdul Karim Qulam Attari would recite this so many times on rabbiul awwal and ishtimaz etc……………………..

    Reply
  29. Assalamualikum… Plss Can I Find The Lyrics Of Hamd Ummat ko aye Kudhaya Tera Hi Asira Hai… plss Upload this lyrics…JazakALLAH AL KHAIR….

    Reply
  30. Subhan Allah! No comparison to Awais Raza Qaderi. I like him very much. I am also a reciter of naat shareefs. I don’t mind if my email is disseminated. I live in Kasurpura Ravi Road Lahore. My age is 73. I would appreciate if our Sahib (Awais Qaderi) asks me to recite a naat in his presence in a mehfil in the vicinity of Kasurpura as it is hard for me to go at a distant point for reciting naat!

    Reply
  31. mujhe owai raza qadri sahab ki naat bohot hi pyari lagti hai kyu ke un ki naat me dard hota hai huzoor sallallahu alaihi wasallam se mohabbat hoti hai.
    jab bhi me unki naat sunta hu mai aise kho jata hu jaise ke me madina shareef me apne mahboob sallallahu alaihi wasallam ke qareeb hu.

    Reply
  32. assalamo alaikum mujhe awais raza Sahab ke naat e paak bahut achchha lagta hai , main sau jaaon ya mustafa kahte kahte yeh naat mujhe bahut pasand hai is naat Ka lyric bhej dijye

    Reply
  33. assalamo alaikum mujhe awais raza Sahab ke naat e paak bahut achchha lagta hai… please come to one time at Sherani Abad Rajasthan India

    Reply
  34. Plz send me naat in my gmai address-Taaj daare haram ho nigahe karam ham garibon ke din v sawar jayenge…Hamiyen bekasan kya kahega jahan apke darse khali agar jayenge

    Reply
  35. mjhe owais qadri sahab ki awaz bht pasand h unki jitni v naat h mashaallah bht hi jabardast h or allah paak ne unko hamesha salaamat rkhe aamin

    Reply
  36. Assalam o Alaikum
    Alhaag Owais Raza Qadri Sahib
    Please send me
    Beautiful recitation ( DUROOD E PAK ) Lyrics
    “TU JO CHAAHE TOH ABHI MAIL MERE DIL KEY DHULEIN”
    Please i need it, I like it very much
    I will very thanksful to you

    Reply

Leave a Comment