Aa Gaye Muzdah Shafa’at Ka Sunaanay Waalay

By: 

Aa Gaye Muzdah Shafa’at Ka Sunaanay Waalay Lyrics

Aa gae muzda shafa’at ka sunanay wale,
Naar-e-dozakh se ghulamon ko bachanay wale.

Hai muqaddar main bulandi hi bulandi apne,
Hum tou hain kadmon main sar un k jhukanay wale.

Kar k ehsaan jitaana yeh nahi shaan unki,
Aur koi hon gai woh ehsaan jitaanay wale.

Mar k pohancha jo lehed main tou nakeeron ne kaha,
Marhaba na’at shah-e-deen ki sunanay wale.

Tu jala sakti nahi sun le jahanam hum ko,
Hum tou hain jashan-e-wilaadat kay mananay wale.

Kash sarkaar sar-e-hashar kahain mujh se Obaid,
Aa ja daaman main meri na’at sunanay walay.

Nasheed Information:
Sana Khawan: Owais Raza Qadri


More Islamic Lyrics

 1. Ya RasoolAllah Karam
 2. My Mum is Amazing
 3. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
 4. Naat by Hazrat Aisha Siddiqa “Umm al-Mu’minin” (R.A.)
 5. Take My Hand
 6. Ya Rabbee
 7. Hai Pak Rutba Fikr Say Us Bay Niaz Ka
 8. Ya Syedi Ya Mustafa
 9. Ya Mustafa
 10. Doori
 11. Tajdar e Haram
 12. Zameen o Zaman Tumhare Liye
 13. Mitho Naalo Muhammad Jo
 14. This Worldly Life Dunya
 15. Haleema Main Tere Muqadran Tu Sadqe
 16. Ala Bab Allah
 17. Oh Lord
 18. Where’s the Love?
 19. Baat Jo Kijiye Aur Jab Kijiye
 20. The Woman I Love
 21. Inquilab Inquilab
 22. Aye Shaam Terey Bazaaron Se
 23. Hum Ko Bulana Ya Rasoolallah
 24. The Greatest Gift
 25. Good Life

6 thoughts on “Aa Gaye Muzdah Shafa’at Ka Sunaanay Waalay”

Leave a Comment