Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu

By: 

Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hoon Lyrics

Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu
Iss Karam Ki Badolat Barha Hu
Unkay Tukroon Say Ezaz Pa Kar
Tajdaroon Ki Saf Mein Khara Hu

Iss Karam Ko Magar Kiya Kaho Gay
Meinay Mana Mein Saab Say Bura Hoon
Jo Buroon Ko Samatay Huey Hain
Unkay Qadmoon Mein Bhi Para Hoon

Dekhnay Walo Mujhko Na Dekho
Dekhna Hai Agar To Yeh Dekho
Kisay Daman Say Wabasta Hoon Mein
Kon Wali Hai Kiska Gada Hoon

Dekhta Hoon Jab Unki Aataein
Bhool Jata Hoon Apni Khataein
Sir Nadamat Say Uthta Nahin Hai
Jab Mein Apni Taraf Dekhta Hoon

Ya Nabi Apnay Gham Ki Kahani
Keh Sakoon Ga Na Apni Zubani
Bin Kahay Hi Meri Laj Rakhlo
Mein Sisikti Hui Iltja Hoon

Shafe Mugniba Kay Karam Nay
Laj Rakhli Meray Khothay Pan Ki
Nisbatoon Ka Karam Hai Yeh Khalid
Khotha Hotay Huey Bhi Khara Hoon

Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu
Is Karam Ki Badolat Barha Hoon
Unkay Tukroon Say Azaz Pa Kar
Tajdaroon Ki Saf Mein Khara Hu.

Nasheed Information:
Sana/Naat Khawan: Owais Raza Qadri
Album: Rang Day Moula


More Islamic Lyrics

  1. We are here
  2. My Mum is Amazing
  3. Heaven
  4. Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Ghum Baishumar
  5. Marhaba
  6. Trials Of Life
  7. Ya Rabbi bil Mustafa
  8. Peace Be Upon You
  9. Bagh e Jannat Key Hein
  10. Lagian Ne Mojan
  11. Silent Words
  12. Ya Rabbee
  13. Allah Tera Shukar Hai
  14. An Nabi Sallu Alai [Part 1-2]
  15. Jab Gumbad e Khazra Pe Woh
  16. I Love You So
  17. Aaj Aaye Nabiyon Kay Sardar Marhaba
  18. Lughat Al’Aalam
  19. Neredesin (Turkish Version)
  20. Mujh Pey Be Chashme Karam
  21. Endless Bounty
  22. Firaq E Madinah Mein Dil Ghamzada Hai
  23. The Woman I Love
  24. Bheeni Suhani Subhu Mein Thankdak Jigar Ki Hai
  25. Palestine

25 thoughts on “Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu”

  1. Subhanallh,,,it is so beautifull nat,n while listening my heart begin to cry,,it was a Heart touching..thats really a true,,,a very true that we are nothing,,,without the Prayers and bless of Allah N Nabi(SAW) we dont have a such a words to praise them,we should just Love them..I would like to Appreciate to Mr.Owais Raza Qadri that he he has perform his nats in a very beautifull way,he have a suparb voice,,..I love His voice,,.May Allah Bless Him.

    Reply
  2. There are many mistakes in lyrics.
    Correct plz
    Kis ke daman se not kisay daman se.
    And shafa e muzniban e karam ne not shafe mugniba.
    Thanks

    Reply

Leave a Comment