Bahar e Jaan Fiza Tum Ho [Part 1-2]

By: 

Bahar e Jaan Fiza Tum Ho Lyrics

Bahar e Jaan Fiza Tum (S.A.W) Ho, Naseem e Gulsitan Tum (S.A.W) Ho
Bahare Baagh e Rizwan Tum (S.A.W) say hay Zaibay Jina Tum (S.A.W) Ho.

Khuda Ki Saltanat Ka Do Jahan Mein Kon Dhula Hai
Tum (S.A.W) Hi Tum (S.A.W) Ho, Tum (S.A.W) Hi Tum (S.A.W) Ho
Yahan Tum (S.A.W) Ho Wahan Tum (S.A.W) Ho.

Haqeeqat Say Tumhari (S.A.W) Juzz Khuda Aur Kon Waqif Hai
Kahe to Kiya Kahe Koi Chuni Tum (S.A.W) Ho Chuna Tum (S.A.W) Ho.

Kuja Hum khak uftada kahan Tum (S.A.W) Aye Shahe Waala
Agar Misle zameen Hum hain To Misle Asmaan Tum (S.A.W) Ho.

Ye Kiya Meinay kaha Misle Sama Tum (S.A.W) Ho Ma’azAllah
Munazza misl se bartar ze har wehmo Gumaan Tum (S.A.W) Ho.

Naat Information:

Naat Khawan: Alhaaj Muhammad Owais Raza Qadri
Written By: Hazrat Imam Mustafa Raza Khan Noori (Rehmatullah Alayh), the Son of AlaHazrat Imam Ahmed Raza Khan Barelvi (Rehmatullah Alayh)
Other Part: Part 2 of this Naat can be found at Bahar e Jaan Fiza Tum Ho [Part 2-2]


More Islamic Lyrics

  1. Freedom Tree
  2. Allah, what a mighty heart
  3. Mere Maula
  4. I Believe feat. Maher Zain
  5. Mawlaya
  6. Allahumma Salli ‘ala Muhammed
  7. Karam Mangta Hoon
  8. Extracts of Qasida Burda
  9. Jab Gumbad e Khazra Pe Woh
  10. Salat al-Badriyya
  11. Mein Tere Samne
  12. Happiness
  13. Meditation
  14. The Sound of Tears
  15. Forever Palestine
  16. Tazkarti
  17. Ellahi
  18. Although I Never Saw His Face
  19. Salam Alaikum
  20. Is It True
  21. Allahi Allah Kiya Karo
  22. This Man
  23. Allah Tera Shukar Hai
  24. Mukh Mor Lenday Penan Tay Para
  25. So Soon

12 thoughts on “Bahar e Jaan Fiza Tum Ho [Part 1-2]”

  1. hamein umeed hai rauz-e qiyamat unkee rehmat se,
    ke farmayein idhar a’ao na-mayus az-jinan tum ho.
    faqat nisbat ka jaise hoon haqiqi noori ho jau,
    mujhe jo dekhe keh uthe miyan noori, miyan tum ho.

    Reply
  2. Kahe to Kiya Kahe Koi Chuni Tum (S.A.W) Ho Chuna Tum (S.A.W) Ho.

    Chuni aur chuna ka kia matlab hay aasan urdu me plz.

    Reply

Leave a Comment