Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai

By: 

Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai Lyrics

Ilahi madad kar, madad ki ghari hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai.

Mere tan pay ghaflat ki chaadar pari hai,
Nahoosat gunaahon ki chaei hui hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Yahi baat hum nay barhon say suni hai,
Na ho banagi gar to kia zindagi hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Ae abr-e-karam aa baras ja, baras ja,
Baras ja, baras ja, baras ja, baras ja,
Ajab aag isyaan ki mujh mein lagi hai,
Gunahon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Nahi pass husn-e-amal meray Mola,
Nazar meri tere karam per lagi hai,
Gunahoon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Ubaid-e-Raza naikyon say hai khali,
Gunaahon mein hasil ise bartari hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Lab-e-Mustafa say khudaya suna day,
Ubaid-e-Raza naar se tu bari hai

Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai.

Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai,

Madad ki ghari hai, madad ki ghari hai, madad ki ghari hai, madad ki ghari hai.

Nasheed Information:

Singer: Owais Raza Qadri


More Islamic Lyrics

  1. Sari Gelin
  2. Aa Gaey Sarkar
  3. Mamma
  4. Thandi Thandi Hawa
  5. LabbaykAllah
  6. Let Us Not Forget
  7. Aie Mout Thahar Jaa
  8. Haji Menuju Allah
  9. Allah Almighty
  10. Heal the World
  11. Abbas (AS) Meer E Lashkaram
  12. Syed Nay Karbala Main Waday Nibha Diye Hain
  13. Bismillah
  14. Allahumma Salli ‘ala Muhammed
  15. Mere Ghazi Kahaan Ho
  16. Give The Young A Chance
  17. Haider Haider
  18. Naimatain Banta Jis Simt Woh Zeeshan Gaya
  19. The Bright Moon
  20. Your Beauty
  21. Aie Sabz Gumbad Wale
  22. Ramadan (Arabic Version)
  23. Tujhay Dhoondta Tha Mein Chaar Soo
  24. The Quest
  25. Shukar Hai Tera Khudaya

21 thoughts on “Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai”

  1. Assalamu Aleykum,

    This website it looks special. Find more about Muhammed Owais Raza Qadri’s Naats. Some of them are new and they are coming up.

    Jazak Allah,

    Waqar Ahmed

    Canada

    Reply
    • apki aavaz bhuth acha hai, apka dil me bhi allha ho k liya iten acha dua padna k liya shukariya, kyun k is wqta hamari halatha asie hai hum allah ki madad ki bhuth zaroorta hai. humari liya dua karo

      Reply
  2. Assalamualaikum there should be more lyrics of naats of ameer ahle sunnat book (wasael-e-bakshih)
    thank you for providing us such a beautiful website for naats lyrics

    Reply
  3. “ALAA BI-ZIKRILLAHI TAT-MA-INNUL QULOOB”

    Is aayat e mubaraka ki kasrat kijiye..
    IN SHAA ALLAH
    roohaani sukoon haasil hoga air
    pareshaaniya door ho jayegi.

    Reply

Leave a Comment