Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai Lyrics - Owais Raza Qadri

By: 

Ilahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai Lyrics

Ilahi madad kar, madad ki ghari hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai.

Mere tan pay ghaflat ki chaadar pari hai,
Nahoosat gunaahon ki chaei hui hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Yahi baat hum nay barhon say suni hai,
Na ho banagi gar to kia zindagi hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Ae abr-e-karam aa baras ja, baras ja,
Baras ja, baras ja, baras ja, baras ja,
Ajab aag isyaan ki mujh mein lagi hai,
Gunahon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Nahi pass husn-e-amal meray Mola,
Nazar meri tere karam per lagi hai,
Gunahoon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Ubaid-e-Raza naikyon say hai khali,
Gunaahon mein hasil ise bartari hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai,
Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.

Lab-e-Mustafa say khudaya suna day,
Ubaid-e-Raza naar se tu bari hai

Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai,
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai.

Ilahi madad kar, madad ki ghari hai.
Gunaahon kay darya mein kashti phansi hai,

Madad ki ghari hai, madad ki ghari hai, madad ki ghari hai, madad ki ghari hai.

Nasheed Information:

Singer: Owais Raza Qadri


More Islamic Lyrics

  1. Ramadan Assalam Lyrics - Aamir Liaquat
  2. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye Lyrics - Farhan Ali Qadri
  3. Tan Sadkay Mera Man Sadkay Lyrics - Milad Raza Qadri
  4. Unki Kiya Baat Hai Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  5. Main Taliyan Nabi Diyan Choomda Lyrics - Milad Raza Qadri
  6. Fire Lyrics - Sami Yusuf
  7. 99 Names of Muhammad Lyrics - Beautiful Names
  8. Ya Rahman – ?? ?? ?? ????? Lyrics - Jabar Abdollah
  9. The Sound of Tears Lyrics - Nader Khan
  10. Mawlaya (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  11. Allahu Lyrics - Irfan Makki
  12. Ajab Rang Par Hai Bahare Madina Lyrics - Naat Lyrics
  13. Faslon Ko Takalluf Lyrics - Nader Khan
  14. Fikr E Iqbal Lyrics - Shahid Baltistani
  15. Always Be There Lyrics - Maher Zain
  16. Rang Day Moula Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. Jalwa e Jaana Lyrics - Junaid Jamshed
  18. Rabbee Yebarik Lyrics - Maher Zain
  19. Ramazan (Turkish – Türkçe Version) Lyrics - Maher Zain
  20. Qissat Al’Oshaq Lyrics - Humood Alkhudher
  21. Pak Sar Zameen Shad Bad Lyrics - Pakistani National Anthem
  22. Ya Mustafa Ata Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  23. You Are The One Lyrics - Raef
  24. Mother (Turkish) Lyrics - Sami Yusuf
  25. Haji Menuju Allah Lyrics - Raihan

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

21 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
21
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x