Ishq Kay Rang Mein Rang Jao Mere Yaar

By: 

Ishq Kay Rang Mein Rang Jao Mere Yaar Lyrics

Ishq ke rang me rang jaein jab afkaar to khulte hein ghulaamon pe wo asraar ke rehte hein wo tawseef sanaae shahe abraar me har lehzaa Guhar baar x3
Warna Wo Sayyade Aale Nasabi han Wohi Ummi Laquabi Hashmi o Motalabi o Arabi o Farashi o Madani aur kahan hamse gunahgaar x2

Ishq ke rang me rang jao mere yaar x2

Aarzoo ye he ke ho qualb muattar wo mutahhar wo munawwar wo mujalla wo musaffa durehaalaa jo nazar aae kahin jalwaae roue shahe abraar x2
Jin ke qadmon ki chamak chaand sitaaron me nazar aae jidhar se wo guzar jaae wohi raah chamak jae damak jae mahak jae bane rawnaque gulzaar x2

Ishq ke rang me rang jao mere yaar x2

Soung loun khushbue geisoue Muhammad wo siya zulf nahin jis ke muquaabil ye banafsha ye suyunti ye chambeli ye gule laalaa o champaa ka nikhaar x2
Jis ki nakhat pe hein qurbaan gulo bargo saman naafaae aahoue khutan bade chaman buwe chaman naaze chaman noure chaman range chaman saaraa chaman zaar x2

Ishq ke rang me rang jao mere yaar x2

Ik shahanshah ne bakhshe jo samarkand o bukhaaraa kissi mahboub ke rukhsaar ke til par magar eh Sayyade Aali teri namos teri azmat par x2
Eh Rassoule Madani eik nahin laakhon hein qurbaan gahe ishq ke har kuchao bazaar me sar apnaa hatheli pe liye phirte hein karne ko nisaar x2

Ishq ke rang me rang jao mere yaar x2

Aap ke zikr me hein dam masaalaa sare huda kawne arab naghma nigaaraane ajam shawkate alfaaz adab azmate kirtaas o qalam baate sabaa mohje naseen x2
Dahne bulbule shiri lahane umriyo toti shafe mahtaab sitaare malak o hour jinaa jin ki nawahon me duroodon ka hisaar x2

Ishq ke rang me rang jao mere yaar x2

Ishq Kay Rang Mein Rang Jao Mere Yaar - Lyrics
Ishq Kay Rang Mein Rang Jao Mere Yaar - Urdu Lyrics

Warafahnaa lakazikrak ki iss aayaa e tawseef ki tawseef me tafseer me tashreekh me tawzikh me tanween me har ehd ki shaamil he zabaan.x2
Labe Hassan o Ravaahaa wo labe Fatemah Zahraa wo Ali aabide bimaarBusairi dahane ourtiyo jaame labe sahti o razaa sab sar shaar x2

Ishq ke rang me rang jao mere yaar x2

Ishq ke rang me rang jaae muhajir ho ke pakhtoun balonchi ho ke punjabi o sindhi kissi khitte ki kabile ki zaban isse nahin koyi sarokaar x2
Jaamae ishqe Mohammad jo pehenletaa he har haar ko wo phool banaa letaa he dunyaa ko jhukaaletaa he kartaa he zamaane ko muhabbat ka shikaar x2

Ishq ke rang me rang jao mere yaar x2

Ye muhaajir ki he saf aur ye punjaabi ki pakhtoun ki sindhi ki balonchi ki juda par ke dikhao to kissi shehr ki masjid me kabhi eisi namaz x2
Harame kaabaa me arafaat ke maidaan me ya Rawza-e-Sarkaar pe kyun shaane milaate wahan karte nahin rang ka aur nasl katum apni shoumaarx2

Ishq ke rang me rang jao mere yaar x2

Yaa Nabi ! Aap ka ye adbi sanaakhwane dare rahmat ka gada detaa he dar dar ye sadaa detaa he Aap se chaahat ka salaa apni zaban me taasir x2
Soun ke sab ahle chaman ous ka sukhan oun ko bhi aajaae hayaa sar ho nidaamat se jhukaa aur nazar dekhe wo islaaf ki oulfat ka nazaaraa eik baar x2

Ishq ke rang me rang jao mere yaar x2

Eh Aadeeb! Ab youn hi alfaaz ke ambaar me ham doubte reh jaein magar haqqe sanaa goyi adaa phir bhi naa kar paein ye jazbaat o zabaan o kalam o fikr o khayaal x2
Oun ki midhat to Malaaik ka wazifaa he Sahaaba ka tariqaa heibaadat ka saleeqaa he ye khaaliq ka pasandeeda he Quraan ka he iss me shyaar x2

Ishq ke rang me rang jao mere yaar

Ishq ke rang me rang jaein jab afkaar to khulte hein ghulaamon pe wo asraar ke rehte hein wo tawseef sanaae shahe abraar me har lehzaa guharbaar .Warna Wo Sayyade Aale Nasabi han Wohi Ummi Laquabi Hashmi o Motalabi o Arabi o Farashi o Madani o Arabi o Madani aur kahan hamse gunahgaar

Ishq ke rang me rang jao mere yaar x2

Urdu Naats Information:

Naat Sharif Reciter: Owais Raza Qadri
Naat Shareef written by: Hazrat Syed Adeeb Rai Puri (Rahmtullahu Alai)


More Islamic Lyrics

  1. Missing You
  2. Jannah
  3. Ya Muhawwin
  4. Aye Khuda
  5. Shahe Madina
  6. Shahaada [Urdu Version]
  7. Parho Durood Ke Moulood Ki Ghari Aayi
  8. Zarre Jhar Ker Teri Pezaron Ke
  9. Dil Madinah Mera Bana Aaqa
  10. Morning Prayer
  11. Aao Parhein Qur’an
  12. It’s a Game
  13. Worth It
  14. Jab Gumbad e Khazra Pe Woh
  15. Al-Mu’allim
  16. Aao Tasbih Hee Subho Shaam Karain
  17. Iman Ramzan
  18. Mohammed Ke Shaher Mein [Part 2-3]
  19. Madinay Mein Yeh Hotey Hain
  20. Ab Meri Nigahoon Main
  21. As Subhu Bada Min
  22. Anything For You
  23. Iltija Hai Iltija
  24. Pak Sar Zameen Shad Bad
  25. You Came To Me

76 thoughts on “Ishq Kay Rang Mein Rang Jao Mere Yaar”

  1. Assalam ALaykum khwateen-o-Hazraat,
    I Need a naat of Mohd. uwais Kadri “ISHQ KE RANG MEIN RANG JAO MERE YAAR” in mp3.
    I am tried every where there i can try to find it but it is my bad luck that i can’t find it.
    So If any one have that naat please send it at my Email ID: alburtbrown[at]yahoo.co.in
    I will do my best for that person.
    *#*#*#* Khuda Hafiz *#*#*#*
    Amjad Ali :idea: :idea: :idea: :idea: :idea: :idea: :idea:

    Reply
  2. ek line suno owais bhai garib nawaz ki shhan me maujeh karam kabhi to mere simp aayengi baita hu isliye mai samundar ke samne iss par ek naat likna

    Reply
  3. Assalam o Alaikum…!

    Ye aam insan ki poetry nahe hai….
    Ye haqiqy ishq hai…
    Awesome…
    Great…
    I Love this..
    This is miracle

    Reply
  4. I love this naat,but alot of words i am not understanding,still i heard and admire this naat.

    espacailly arzoo ye hein ke……….

    In my salah i am saying these words as dua and insaalah one day i will get the answer.

    may allah grant jannah for the auther and bless the life of mohd. owaise raza qadiri.

    Reply
  5. As salamu Alaikum,

    This naat is very nice. I would just say, may HUZUR SALLALLAHU ALAIHI WASSALLAM BLESS OWAIS RAZA QADRIJI for this beautiful and awesome NAAT.

    SUBHAN ALLAH.

    Reply
  6. Assalamualekum mashallah allah talah Hazrath Mohd Owais Quadri Ko khoob tarraqi aatafarmayeh ameen aur main b Owais Qadri sahab k jaisa banna chahta hoon ..plz aap sub main reley b dua kare…!!

    Reply
    • i have some words of this naat when i hear this naat is directly touch my heart .
      SomeTime i deep think about this naat Automatec i start weap this is my favourate naat

      Reply
  7. assalamualaikum, allah taalah aap ki saheth mein aur aap ki aawaz mein aur taraqqui dey,, ishq ke rang mein this nath is my best best and just best i loved this nath

    Reply
  8. slmz please can u tel me the background and english meaning of the naat ishq ke range me range jai ee mere yaar.or please tell me where i would be able to obtain itj azaakallah

    Reply
  9. SubhanAllah……………………………………………………………………………………………………………………………………………

    Reply
  10. Masha Allah

    Nashtar jo lagata hai woh dushman nahin hota…..

    Is lyrics mein kuchh galtiyan hain….. baraye maherbani us ki islaah karwalijiye….

    Jazakalla for such a great kalaam

    Reply
  11. khamosh………………………………………………………………………….koi alfaz nahi hai fir bhi
    SUBHAN ALLAH

    Reply
  12. its a good naat but there are a few mistakes which change the meaning like the line “Aap ke zikr me hein dam masaalaa”… from what I heard from Owais sahab’s voice, it sounds like “Aap ke zikr me hein NAGMA SAARA” also I think “tawseef me tafseer me tashreekh me tawzikh” should be “tawseef me tafseer me TASHREEH me TAWSEEH” and then the following I think are all the names of the list of beloved to Prophet (S.A.W) or the people who wrote Na’at of the Prophet (S.A.W)… “Labe Hassan o Ravaahaa wo labe Fatemah Zahraa wo Ali aabide bimaarBusairi dahane ourtiyo jaame labe sahti o razaa sab sar shaar” and it should be, from the words of Owais Sahab “Labe Hassan o Ravaahaa wo labe Fatemah Zahraa wo Ali aabide bimaarBusairi dahane ourtiyo JAAMI labe SAADI o razaa sab sar shaar”…because I have heard Owais sahab in other na’at making a mention of Shaikh Saadi’s kalaam etc

    Reply
    • does anybody else make out the differences in this Na’at or is it my ears are ringing….if what I have said is true and right then it is from Allaah (a’jjwajal) and by the Waseela of beloved Muhammad (S.A.W) and if there is any thing false and wrong then it is from the shaytaan.

      Reply
  13. mashallah subhanallah this is best and my favourite naat shareef especially after hearing this naat shareef in owais qadri sahibs beautiful voice his beautiful voice increases its charm more i am proud of him and he is my favourite naat khawan

    Reply

Leave a Comment