Karam Mangta Hoon

By: 

Karam Mangta Hoon , Ata Mangta Hoon Lyrics


Karam Mangta Hoon , Ataa Mangta Hoon
Ilaahi Main Tujhse Dua Mangta Hoon

Karam Mangta Hoon , Ataa Mangta Hoon
Ilaahi Main Tujhse Duaa Mangta Hoon

Ataa Kar Tu Shaan e Kareemi Ka Sadqa
Aata Ker De Shaan e Rareemi Ka Sadqa
Na Maangon Ga Tujhse To Mangoon Ga Kis Say
Tera Hon Main Tujhse Duaa Mangta Hoon
Karam Mangta Hoon , Ata Mangta Hoon
Ilaahi Main Tujhse Duaa Mangta Hoon

Jo Muflis Hain Unko Tu Daulat Ataa Kar
Jo Beemar Hain Unko Sehat Ataa Kar
Jo Muflis Hain Unko Tu Daulat Ataa Kar
Jo Beemar Hain Unko Sehat Ataa Kar
Mareezon ki Khatir Shifaa Mangta Hoon
Ilaahi Main Tujhse Dua Mangta Hoon

Karam Mangta Hoon , Ataa Mangta Hoon
Ilaahi Main Tujhse Dua Mangta Hoon

Jo Naadar Hain Kuch Nahi Jin ke Pallay
Unhen Bhi Dikha De Haram ke Tu Jalwe
Hazoori Ho Sab ki Duaa Mangta Hoon
Ilaahi Main Tujhse Duaa Mangta Hoon

Karam Mangta Hoon , Ataa Mangta Hoon
Ilaahi Main Tujhse Duaa Mangta Hoon

Woh Tanke Bharaktay Sharare Bhuja Day
Issay phir akhuwat ka gulshan bana de
Mein amno amman ki rida mangta houn
Ilaahi Main Tujhse Duaa Mangta Hoon

Karam Mangta Hoon , Ataa Mangta Hoon
Ilaahi Main Tujhse Duaa Mangta Hoon

Ilaahi Tujhe Wasta Panjtan Ka
Ho Shaadab Ghuncha Diloon Ke Chaman Ka
Main Sadqa e Ghaus ul Wara Mangta Hoon
Ilaahi Main Tujhse Duaa Mangta Hoon

Karam Mangta Hoon , Ataa Mangta Hoon
Karam Mangta Hoon , Ataa Mangta Hoon
Ilaahi Main Tujhse Duaa Mangta Hoon


More Islamic Lyrics

  1. Rooh e Shabbir Woh Manzar To Bata
  2. The Quest
  3. Asmaa Al-Husna
  4. Nabi Ki Naat Mein Padh Lun To Koi Baat Nahi
  5. Zindagi Ka Bharosa Nahin
  6. Lord of Ramadan
  7. Ali Hamara Hai
  8. The Woman I Love
  9. So Real
  10. Zara Chehre Se
  11. Together We Pray
  12. Bano Ka Yeh Arman Tha
  13. Ya Maula Ali (AS)
  14. Rang Day Moula
  15. Teri Shaan Jalla Jalaluhu
  16. Ya Mustafa Ata Ho
  17. Aa Gayi Mustafa Ki Sawari
  18. Qasidah Burdah
  19. This Man
  20. Karam Karam Mola
  21. Give The Young A Chance
  22. One God
  23. Aye Shaam Terey Bazaaron Se
  24. Mein Tere Samne
  25. You Came To Me (Farsi)

141 thoughts on “Karam Mangta Hoon”

  1. this dua has made me…..speechless ……
    Allah SWT…humari in tamam duaoon ko qabool farmaiy…..AMMEN…sUm AmEeN….!!!!!!!!

    Reply
  2. asalamoulaykoum waramatullah wa barrakatuh. yeh naat mashallah see bohat pyari hai
    allah paak sab ko parney qi toffiqu attha farmayer

    Reply
  3. ye dua mere undar ka insan jagati hai ya rasul allah sub ko is raste pe chalne ki taufik ata farmao aameen…

    Reply
    • A.O.A.,
      Dear Ya Rasul Ullah likhna sahi nahi hain ya sir Allah Tala k liye istemal hota hain ya ka matlab hai fard – e – wahidor sir Allah tala hai jo puri dunya ko chala raha hai.

      Regards

      Talib – E – Dua

      Syed Zahid Shams

      Reply
      • Ya Rasolallah kehna jayaz hai..
        Sahabaye kiram ne madad ke liye Sarkar Do Aalam sallallaho alaihi wasallam ko Ya rasolallah keh kar pukara hai.. u r wrong.
        Contact sunni aalim he show u hadees paak..

        Aseere Tajushsharia Abdul Quadir

        Faizane Sarkar MOHIBBA Zindabad

        Reply
        • Unho ne Ya Rasool Allah islea kaha kyunky NABI-e-KAREEM (P.B.U.H) unke samny mojood hoty the…Lakin Rasool Allah(P.B.U.H) k wisaal k baad Ya kehna drust nahi

      • Bhai sahab kidhar ja rhe ho…
        Maidan -e-Hasr me v usi ka khair hoga jo ya rasulallah puykare…
        Ye to hamari aadat h kyonki humme karam milti h or maidan e hasr me v ‘nare risalat-ya rasulallah’ buland rahenga InshaAllah…

        Reply
  4. SubhanAllah.. Aur
    Alkhumdolilla k ALLAH PAK ne hame apne mehboob ka ummati bana kr duniya me paisda farmaya…
    ALLHUMDOLAILLA…

    Reply
  5. Subhan Allah …ye naat bahot hi khubsurat hair…ya rasool Allah ho ham par bhi nigahe karam..mere bhaiyo Jo bhi is naat ko pad he zaroor mjhe dual mei yaad rakhei …

    Reply
  6. Wo jinke bachon ko bhooka sulaya,
    Karbala ki zameen pe jinko rulaya ,
    Mai sadqa e hasno hussain mangta hu
    Ilahi mai tujhse duwa mangta hu

    Reply
    • It is so beatiful qalam…
      Ise apne ghm or khushi pr zaroor isse shaya mere gm thoda km or khushi me badhawa ho skta hai…

      Reply
  7. dear sir/madam,
    please can you tell me who has written the beautiful kalaam.(poet).
    Mashallah qadari sb read it so beatifully.
    May Allah swt.apni rahmat main rakhe,both poet= reciter.

    Dua gooh
    Waqar bokhari

    Reply
  8. Assalamu Alaikum
    Jis Hazrat ne bhi ye Lyic likhi hai bara e Maherbani Kuch Alfazo me Galti hai Aap Durust Kiji ye
    JazakAllahu Khair

    Reply
  9. I love it this duaa is so heart touching and cute awwwwwww man.

    Somoene please give the english transalation for this duaa so the people that do not understand they can understand what it says eventhough i know what it means in urdu but i do not know how to explain it in English sorry guys

    Reply
  10. May the person who wrote this naat and first recited it they get forgiveness for all their sins and in their grave know all the answers to all the questions when the angels ask them

    Ameen

    Reply
  11. Assalamu alaikum. I had translated this beautiful dua in english with lyrics. You can look at this link m.youtube.com/watch?v=XZ9xKkKtGwU

    Reply

Leave a Comment