Mangnay Ka Maza Hei Dar e Yaar Par

By: 

Maangnay Ka Maza Hai Dar-e-Yaar Per Lyrics

Maangnay ka maza hai Dar-e-Yaar per,
Har talab per ataa hai Dar-e-Yaar par.

Kis cheez ki kami hai, Mola teri gali mein,
Dunya teri gali mein, Uqba teri gali mein,
Jholiyaan sab ki bhari jati hain,
Denay wali naza nahin aata.
Bay talab mill raha hai, Dar-e-Yaar par,

Jis ko jo mila, unsay milla,
Bati hain konain mein neimat Rasoollah (SAW) ki,
Manganay walo humko to yoon chahiye,
Kay mangna kisi say bhi kyon chahiye,
Kon deta hai denay ko moun chahiye,
Denay wala hai sacha hamara Nabi (SAW).

Kon lab kholta hai Dar-e-Yaar per,
Bay talab mil raha hai Dar-e-Yaar per.

Ab tangiye dama pay na ja, aur bhi kuch mang,
Hai aaj woh mail Data aur bhi kuch mang,
Sarkar (SAW) ka dar hai, dare shaha to nahin hai,
Jo mang liye, mang liya, aur bhi kuch mang.

Maang un say nahi, jin kay lab per nahi,
Jo bhi maanga mila hai Dar-e-Yaar per,

Wah kiya judo karam hai Shah-e-Bat’ha tera,
Kay nahin sunta he nahin mangnay wala tera,
Maang un say nahi, jin kay lab per nahi,
Jo bhi maanga mila hai Dar-e-Yaar per.

Baksh day ya Khuda (SWT), sun kay farmaan tera,
Aaj hazir gada hai Dar-e-Yaar per.

Baksh dey ya Khuda (SWT), sun key farman tera,
Aaj hazir gada hai Dar-e-Yaar per.

Kyun na maangay ,b>Ubaid un kar dar per qaza,
Jee gaya jo mara hai Dar-e-Yaar per.

Mangnay Ka Maza Hei Dar e Yaar Par,
Har talab per ataa hai Dar-e-Yaar par.

Nasheed Information:

Sana Khwan: Owais Raza Qadri


More Islamic Lyrics

  1. Generous Peace
  2. Likh Raha Hoon Naat E Sarwar
  3. Mar Kay Apni Hee
  4. Bookshelf
  5. Allah is Calling You
  6. Sign Language
  7. ‘Asheqan
  8. Aye Khuda
  9. Don’t Wanna Be Afraid No More
  10. Hazri Abbass Ki
  11. Lab Pe Naat e Nabi Ka
  12. Oh Allah
  13. Khat Bhi Likha Tha
  14. Aye Naseeb Mere Naseeb Tu
  15. I Love You So
  16. Allah Remains
  17. Our Earth
  18. Ramadan (Malay – Bahasa Version)
  19. My Only Wish (interlude)
  20. Naat by Hazrat Abu Bakr “Al-Siddiq” (R.A.)
  21. The Chosen One
  22. Karam Hai Rab Ka Hamara Naseeb Aala Hai
  23. Rasool’Allah
  24. Main Madine Chala
  25. Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu

3 thoughts on “Mangnay Ka Maza Hei Dar e Yaar Par”

  1. Masha Allaha awais bhai aap ise tarah pyare pyare naaty party rahey Allah tallah aap key zindge main barkat aur sehatyabe ata farmain aiamine-sum aiamine

    Reply

Leave a Comment