Sir Bulandi Ki Riwayat Sir Katany Say Chali

By: 

Sar bulandi ki rawayat, sir katanay say chali
Nabzay imaan teri nabzein, doub janay say chalien.

Nazr e deen jaan hi nahin, sab lakhtay jaan bhi kar diye
Reet yeh tujh say chalein, taray gharanay say chalein.

Tunay mani hee badal dalay Shikst o fat’ha kay
Rasm e hasti apni hasti ko mitanay say chalein.

Ghay say tujhko Karbala ki samt jata dekh ker
Abr utha sehra say bijli ashiyaanay say chali.

Aanay wala lamha lamha teri baiyat ker chuka
Baat teri az saray no har zamanay say chali.

Sir bulandi ki rawayat, sir katanay say chali
Nabzay imaan teri nabzein, doub janay say chalien.

Mein muhammad ka ghulam, Aal e Muhammad ka ghulam
Woh mohammad ka ghada, jo Ale Mohammad ka ghulam
Woh ghulaam e Mustafa, jo Aale Mohammad ka ghulam
Apni har tasveer seen aaina khanay say chali.

Ser bulandi ki rawayat, ser katane sey chali
Nabzay imaan teri nabzein, doub janay say chalien.
Sir Bulandi Ki Riwayat Sir Katany Say Chali.


More Islamic Lyrics

  1. The Way of Love
  2. Kya Mahekte Hain Mahekne Wale
  3. Allahu
  4. Aaya Hai Ramzan Jaag Utha Imaan
  5. Rab Farmaya Mahbooba
  6. Ew’idooni
  7. Pearl
  8. Ameen Kaho Bacho
  9. Kaun Hai Sarwar E Deen
  10. Our Earth
  11. Falling
  12. Insha Allah
  13. Imdad Kun
  14. Kamle Wale Muhammed
  15. Give Thanks To Allah
  16. The Sound of Tears
  17. Paradise
  18. Khusravi Achi Lagi Na, Sarwari Achi Lagi
  19. Un Ki Mehak Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye Hain
  20. Nabi Ka Zikar Hi
  21. Ramadan (Arabic Version)
  22. Ummati
  23. Hear Your Call
  24. Iman Ramzan
  25. Love Who You Are

4 thoughts on “Sir Bulandi Ki Riwayat Sir Katany Say Chali”

  1. “Nazr e deen jagi nahin, sab lakhtay jaan bhi kar diye” is Like this “Nazr e deen jaan hi nahin, sab lakhtay jaan bhi kar diye” & “Tunay mani hee badal dalay chikast o fat’ha kay” is like this “Tunay mani hee badal dalay Shikst o fat’ha kay”

    Reply

Leave a Comment