Zarre Jhar Ker Teri Pezaron Ke

By: 

Zarray Jhar Kar Teri Paizaron Kay Lyrics

ZARRE JARR KAR TERI PAIZAARO KE
TAAJ E SARR BANTE HAI SAYYARO KE

HUM SE CHOORO PE JO FARMAYE KARAM
KHALA’AT E ZARR BANE PASHTAAR O KE

MERE AAQA KO WO DAR HAI JIS PAR
MAATHE GHASS JAATE HAI SARDAR O KE

MERE EESAA TERE SADQE JAAU
TOOR BE TOOR HAI BEEMAAR O LE

MUJRIM O CHASHM E TABASSUM RAKHO
PHOOL BANJAATE HAI ANGAAR O KE


JAAN O DIL TERE QADAM PAR WAAREY
KYA NASEEBEY HAI TERE YAAR O KE

SIDQ O ADL O KARAM O HIMMAT ME
CHAAR SOO SHOHREY HAI IN CHAAR O KE

BEHR E TASLEEM ALI MAIDAA’N ME
SAR JHUKE REHTE HAI TALWAR O KE

KAISE AAQAO KA BANDA HU RAZA
BOL BAALE MERI SARKAR O KE


More Islamic Lyrics

  1. The Path of a Traveller
  2. Mast Qalandar
  3. Aaj Aaye Nabiyon Kay Sardar Marhaba
  4. The Creator
  5. Qasida e Mairaj for Shab e Meraj | Shabe Miraj
  6. Prayer to Allah
  7. Aisa Tujhe Khaliq Ne Tarah Daar Banaya
  8. Morning Musk
  9. Mabrook (English Malay Version)
  10. Ya Rahman – یا رب یا رحمان
  11. Anything For You
  12. Inna Fil Jannati
  13. Qasim Di Mehndi Agae
  14. Oh Allah
  15. Ab Meri Nigahoon Main
  16. Subhana Allah (Turkish Version)
  17. Celebrations
  18. Beautiful World
  19. Mein Tere Samne
  20. Hajio Aao Shahenshah Ka Roza Dekho
  21. Paradise
  22. La’alla Khair
  23. Packed at All
  24. Mujh Pey Be Chashme Karam
  25. Aa Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye

27 thoughts on “Zarre Jhar Ker Teri Pezaron Ke”

  1. Kaisa tera kalam chalta he raza…….
    Kaisa tera kalam chalta he raza…
    Hos ud jate he gaddaro ke……
    Hos ud jate he gaddaro ke……
    Zarre jhar ker teri pezaroke………….

    Reply
  2. karu tere naam pe jaan fida, naki ek jaan do jahan fida… do jahan se v jee na vara!! karu kya kadoro jahan nehi………

    Reply
    • TERE ABRO KE TASADDUK PYARE…..
      TERE ABRO KE TASADDUK PYARE…
      TERE ABRO KE TASADDUK PYARE…
      BANDE KORREHE GREPTAR O KE

      ZARRE JARR KAR TERI PAIZAARO KE
      TAAJ E SARR BANTE HAI SAYYARO KE

      Reply
  3. tum kya gaye ke rawnaq e mehfil chali gayei
    sh’er o adab ki zulf e pareshaan hai aaj bhi
    lillah apne faiz se ab kaam lejiye
    fitnoun ke sar uthaane kaa imkaan hai aaj bhi

    Reply

Leave a Comment