Shahe Madina Lyrics - Saira Naseem

By: 

Shah-e-Madina Lyrics


Shah e Madina x2
Yas Rab kay wali Sare Nabi tere dar ke sawali
Shahe Madina x2
The Shah of Medina, the Shah of Medina
The protector of good, all prophets seek answers at your door
The Shah of Medina, the Shah of Medina.

Jalwae hain sare teray hi dam say,
Abad-e Alam tere karam se x2
Baki har ek shai x2
Nakshey khayali sare Nabi tere dar ke sawali

Shahe Madina x2
All attractions are due to you, the world progresses due to your efforts
All other aspects are imaginary images, all prophets seek answers at your door
The Shah of Medina, the Shah of Medina.

Tere liye hi duniya bani hai,
Neelay falak ki chadar tanee hai x2
Tu agar na hota x2
Duniya thi khali sare Nabi tere dar ke sawali
Shahe Madina x2
For you is this world created, this blue sheet of the sky spread out.
Without you the world would be empty, all prophets seek answers at your door
The Shah of Medina, the Shah of Medina.

Tuney jahan ki mehfil sajai,
Tarikiyon mein shama jalai x2
Har simt chayee x2
Raat kaali sare Nabi tere dar ke sawali,
Shahe Madina
Shah-e-Madina
Shah-e-Madena
Shahe Madinah
Shah e Madina
You decorated the intimate gathering of this world, lit up the paths of history
Heaven rests on your shoulders, all prophets seek answers at your door
The Shah of Medina, the Shah of Medina.

Other Verses in Original Poetry

Mazhab hai tera sab ki bhalai, maslak hai tera mushkil kushai
dekh ke apni umat ki khasta haali, sare nabi tere dar ke sawali
Your religion says that all should be advantaged, your laws make all difficulties disappear,
Seeing the benefits of it on your people, all prophets seek answers at your door.

Hai noor tera shamso qamar mein, tere laboon ki laali sahar mein
Phoolon ne teri khusbu chura li, sare nabi tere dar ke sawali
Your light is in the suns and moons, the redness of your lips in the dawn,
flowers have stolen your fragrance, all prophets seek answers at your door.

Kaba ka kaba tera hi ghar hai, tere karam pe sab ki nazar hai
Dikhlade hum ko darbare aali, sare nabi tere dar ke sawali
The Kaba of Kaba is your home, all eyes are on your grace,
Show us the way, wise one of the court, all prophets seek answers at your door.

Hain ap dukhyon ke aaqa sahare, Taje shafa at hai sar pe tumhare
Ham ko aata ho roze ki jaali, sare nabi tere dar ke sawali
You are the soother of those in distress, the crown of healing is on your head
Grant us the net of fasting (? not certain about this), all prophets seek answers at your door.

Taiba ke wali sare nabi tere dar ke sawali
Shahe Madina, shahe madina, shahe madina”
The protector of good, all prophets seek answers at your door
The Shah of Medina, the Shah of Medina.

Naat Information:
Naat Khawan: Saira Naseem


More Islamic Lyrics

  1. Al-Hamdu Li’Llah Lyrics - Sami Yusuf
  2. Salaam Lyrics - Sami Yusuf
  3. Always Be There Lyrics - Maher Zain
  4. Bazaar E Shaam Lyrics - Irfan Hussain
  5. Parho Durood Ke Moulood Ki Ghari Aayi Lyrics - Owais Raza Qadri
  6. Karam Kay Aashiyanay Ki Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  7. Thandi Thandi Hawa Lyrics - Hooria Rafiq
  8. Sartaba Qadam Hain Tanay Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  9. Lagian Ne Mojan Lyrics - Farhan Ali Qadri
  10. Yeh Jo Halka Halka Suroor Lyrics - Nusrat Fateh Ali Khan
  11. Shah e Wala Mujhe Taiba Bulalo Lyrics - Naat Lyrics
  12. Agar Koi Apna Bhala Chahta Hai Lyrics - Mohammad Rehan Qureshi
  13. Lament Lyrics - Sami Yusuf
  14. Sultan e Karbala Ko Hamara Salam Ho Lyrics - Owais Raza Qadri
  15. Aaya Kamli Wala Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  16. Baat Jo Kijiye Aur Jab Kijiye Lyrics - Owais Raza Qadri
  17. Ya Hayyu Ya Qayyum Lyrics - Sami Yusuf
  18. Muslim School Anthem Lyrics - Zain Bhikha
  19. Good Life Lyrics - Harris J.
  20. Kaash Abbass Na Maray Jaatay Lyrics - Dhamani Sisters
  21. Your Beauty Lyrics - Tom Robertson
  22. Allah Tera Shukar Hai Lyrics - Abdul Hameed Rana Soharwardi
  23. Ya Rabbi bil Mustafa Lyrics - Labbayk
  24. Our Earth Lyrics - Native Deen
  25. Raastein Saaf Batatay Hain Lyrics - Owais Raza Qadri

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

193 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
193
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x