Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi

By: 

Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum Lyrics

Koay Nabi (SAW) se aa na sake hum,rahat hi kuch aisi thi
Ko-e-nabi se aaa na sake hum,rahat hi kuch aisi thy
Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee
Yaad rahi na jannat humko, jannat hi kuch aisi thi.

Takkte rahein Yousaf jaise bhi, hashr main unke chehre ko
Takkte rahe yousaf jaise bhi hashr main unke chehre ko
Jab poocha tu kehnay lagay woh, surat hi kuch aisi thee
Jab poocha tu kehne lage woh, surat hi kuch aisi thee.

Yaad rahi na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Bolo aey Jibreel ke unki, kyun kar taliyan choomi thein
Tu kehne lage Jibreel ke, unki azmat hi kuch aisi thee
Kehne lage Jibreel ke, unki azmat hi kuch aisi thee.

Yaad rahee na jannat hum ko, jannat hi kuch aisi thee
Yaad rahee na jannat hum ko, jannat hi kuch aisi thee.

Duniya mein, Sarkaar (SAW) ki naatein, parhtay rahein har eik lamha
Qabr mein beti naat labhoon par, aadat hi kuch aisi thi.
Qabr mein beti naat labhoon par, aadat hi kuch aisi thi.

Yaad rahi na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Pass bulaya, pass bithaya, arsh pe unko Khaliq nay
Yeh to akhir hona hi tha, chahat hi kuch aisi thee
Yeh to akhir hona hi tha, chahat hi kuch aisi thee.

Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Akbar-o-Asghar, aur yeh Ghazi, deen pe warein hans hans kar
Yoon lagta hai, deen-e-Nabi ki, keemat hi kuch aisi thee
Yun lagta hai deen-e-nabi ki, keemat hi kuch aisi thee.

Kabr main Hakim jab puhanche to hans ke nakeeron ne dekha
Kyon na farishte pyaar say milte, nisbat hi kuch aisi thee
Kyon na farishte pyaar say milte, nisbat hi kuch aisi thy.

Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee
Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Ko-e-nabi se aaa na sake hum,rahat hi kuch aisi thee
Ko-e-nabi se aaa na sake hum,rahat hi kuch aisi thee.

Naat Information:

Naat Reciter: Shahbaz Qamar Fareedi
Album: Naat Kay Rung
Album: Sabz Gumbad Walay


More Islamic Lyrics

  1. Ya Rabbi bil Mustafa Lyrics - Labbayk
  2. Rasool’Allah Lyrics - Harris J.
  3. Give Thanks To Allah Lyrics - Zain Bhikha
  4. Nabi Ki Naat Mein Padh Lun To Koi Baat Nahi Lyrics - Naat Lyrics
  5. C’mon Everybody Lyrics - Zain Bhikha
  6. So Soon Lyrics - Maher Zain
  7. Al-Hamdu Li’Llah Lyrics - Sami Yusuf
  8. Assalamu Alayka (Arabic Version) Lyrics - Maher Zain
  9. Ajaban Lyrics - Ahmed Bukhatir
  10. Haq Allah Lyrics - Farhan Ali Qadri
  11. Abbas (AS) Meer E Lashkaram Lyrics - Mesum Abbas
  12. Balaghal Ula Bekamaalaihi Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  13. Panaah Lyrics - Fez Meghani
  14. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  15. Aaya Na Hoga Iss Tarha Lyrics - Zulfiqar Ali
  16. Na Ho Aaram Jis Bimar Ko Lyrics - Farhan Ali Qadri
  17. Shahe Madina Lyrics - Saira Naseem
  18. Un Ki Mehak Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  19. Ramzan Ke Roze Aye Lyrics - Muzammil Hassan Qadri
  20. Countless Voices Lyrics - Voices Of Passion
  21. Dard e Dil Chahiye Chashm e Tar Chahiye Lyrics - Naat Lyrics
  22. Aao Parhein Qur’an Lyrics - Mohammad Tahir Qadri
  23. Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Ghum Baishumar Lyrics - Owais Raza Qadri
  24. Jagah Ji Lagane Ki Duniya Nahi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  25. Ashqi Mn – ?????? ?? Lyrics - Jabar Abdollah

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

82 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
82
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x