Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi

By: 

Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum Lyrics

Koay Nabi (SAW) se aa na sake hum,rahat hi kuch aisi thi
Ko-e-nabi se aaa na sake hum,rahat hi kuch aisi thy
Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee
Yaad rahi na jannat humko, jannat hi kuch aisi thi.

Takkte rahein Yousaf jaise bhi, hashr main unke chehre ko
Takkte rahe yousaf jaise bhi hashr main unke chehre ko
Jab poocha tu kehnay lagay woh, surat hi kuch aisi thee
Jab poocha tu kehne lage woh, surat hi kuch aisi thee.

Yaad rahi na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Bolo aey Jibreel ke unki, kyun kar taliyan choomi thein
Tu kehne lage Jibreel ke, unki azmat hi kuch aisi thee
Kehne lage Jibreel ke, unki azmat hi kuch aisi thee.

Yaad rahee na jannat hum ko, jannat hi kuch aisi thee
Yaad rahee na jannat hum ko, jannat hi kuch aisi thee.

Duniya mein, Sarkaar (SAW) ki naatein, parhtay rahein har eik lamha
Qabr mein beti naat labhoon par, aadat hi kuch aisi thi.
Qabr mein beti naat labhoon par, aadat hi kuch aisi thi.

Yaad rahi na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Pass bulaya, pass bithaya, arsh pe unko Khaliq nay
Yeh to akhir hona hi tha, chahat hi kuch aisi thee
Yeh to akhir hona hi tha, chahat hi kuch aisi thee.

Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Akbar-o-Asghar, aur yeh Ghazi, deen pe warein hans hans kar
Yoon lagta hai, deen-e-Nabi ki, keemat hi kuch aisi thee
Yun lagta hai deen-e-nabi ki, keemat hi kuch aisi thee.

Kabr main Hakim jab puhanche to hans ke nakeeron ne dekha
Kyon na farishte pyaar say milte, nisbat hi kuch aisi thee
Kyon na farishte pyaar say milte, nisbat hi kuch aisi thy.

Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee
Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Ko-e-nabi se aaa na sake hum,rahat hi kuch aisi thee
Ko-e-nabi se aaa na sake hum,rahat hi kuch aisi thee.

Naat Information:

Naat Reciter: Shahbaz Qamar Fareedi
Album: Naat Kay Rung
Album: Sabz Gumbad Walay


More Islamic Lyrics

  1. Best of Creation Lyrics - Labbayk
  2. He is the One Lyrics - Abdullah Rolle
  3. Ya Hayyu Ya Qayyum Lyrics - Sami Yusuf
  4. I Love You So Lyrics - Maher Zain
  5. Zara Chehre Se Lyrics - Ahmad Hussain
  6. A Thousand Times Lyrics - Sami Yusuf
  7. Rukh Sey Kakul Hata Diya Tu Nay Lyrics - Milad Raza Qadri
  8. The Creator Lyrics - Sami Yusuf
  9. Inna Fil Jannati Lyrics - Sami Yusuf
  10. Aie Mere Baba Jaan Lyrics - Shahid Baltistani
  11. Aaj Ashk Mere Naat Sunain Lyrics - Khursheed Ahmad
  12. With You Lyrics - Raef
  13. Mera Dil Badal De Lyrics - Junaid Jamshed
  14. Insha Allah (Arabic) Lyrics - Maher Zain
  15. One Day Lyrics - Maher Zain
  16. Kiya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  17. Aapsa Dono Jahan Mein Nazar Lyrics - Abid Masoomi
  18. Always Be There (French) Lyrics - Maher Zain
  19. Pak Sar Zameen Shad Bad Lyrics - Pakistani National Anthem
  20. Countless Voices Lyrics - Voices Of Passion
  21. Thula Sizwe Lyrics - Zain Bhikha
  22. Let Me Breathe Lyrics - Harris J.
  23. Bagh e Jannat Key Hein Lyrics - Milad Raza Qadri
  24. You Are The One Lyrics - Raef
  25. Oh Allah Lyrics - Fez Meghani

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

82 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
82
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x