Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi

By: 

Koay Nabi Se Aa Na Sake Hum Lyrics

Koay Nabi (SAW) se aa na sake hum,rahat hi kuch aisi thi
Ko-e-nabi se aaa na sake hum,rahat hi kuch aisi thy
Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee
Yaad rahi na jannat humko, jannat hi kuch aisi thi.

Takkte rahein Yousaf jaise bhi, hashr main unke chehre ko
Takkte rahe yousaf jaise bhi hashr main unke chehre ko
Jab poocha tu kehnay lagay woh, surat hi kuch aisi thee
Jab poocha tu kehne lage woh, surat hi kuch aisi thee.

Yaad rahi na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Bolo aey Jibreel ke unki, kyun kar taliyan choomi thein
Tu kehne lage Jibreel ke, unki azmat hi kuch aisi thee
Kehne lage Jibreel ke, unki azmat hi kuch aisi thee.

Yaad rahee na jannat hum ko, jannat hi kuch aisi thee
Yaad rahee na jannat hum ko, jannat hi kuch aisi thee.

Duniya mein, Sarkaar (SAW) ki naatein, parhtay rahein har eik lamha
Qabr mein beti naat labhoon par, aadat hi kuch aisi thi.
Qabr mein beti naat labhoon par, aadat hi kuch aisi thi.

Yaad rahi na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Pass bulaya, pass bithaya, arsh pe unko Khaliq nay
Yeh to akhir hona hi tha, chahat hi kuch aisi thee
Yeh to akhir hona hi tha, chahat hi kuch aisi thee.

Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Akbar-o-Asghar, aur yeh Ghazi, deen pe warein hans hans kar
Yoon lagta hai, deen-e-Nabi ki, keemat hi kuch aisi thee
Yun lagta hai deen-e-nabi ki, keemat hi kuch aisi thee.

Kabr main Hakim jab puhanche to hans ke nakeeron ne dekha
Kyon na farishte pyaar say milte, nisbat hi kuch aisi thee
Kyon na farishte pyaar say milte, nisbat hi kuch aisi thy.

Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee
Yaad rahee na jannat humko, jannat hi kuch aisi thee.

Ko-e-nabi se aaa na sake hum,rahat hi kuch aisi thee
Ko-e-nabi se aaa na sake hum,rahat hi kuch aisi thee.

Naat Information:

Naat Reciter: Shahbaz Qamar Fareedi
Album: Naat Kay Rung
Album: Sabz Gumbad Walay


More Islamic Lyrics

  1. Celebrate Lyrics - Aashiq al-Rasul
  2. Supplication Lyrics - Sami Yusuf
  3. Tajdar e Haram Lyrics - Owais Raza Qadri
  4. Ramazan (Turkish – Türkçe Version) Lyrics - Maher Zain
  5. Un Ki Mehak Ne Dil Ke Ghunchey Khila Diye Hain Lyrics - Owais Raza Qadri
  6. Mawlaya Lyrics - Maher Zain
  7. Parho Durood Ke Moulood Ki Ghari Aayi Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. To Guide You Home Lyrics (INSTRUMENTAL) Lyrics - Sami Yusuf
  9. Lab Pe Naat e Nabi Ka Lyrics - Aamir Liaquat
  10. Mere Maula Lyrics - Ahmad Hussain
  11. A Way Of Life Lyrics - Zain Bhikha
  12. Nabi Ka Lab Par Jo Zikr Hai Lyrics - Shaz Khan
  13. The Song of Rebellion Lyrics - Gaith Adhami
  14. Mere Aaqa Ki Shaan Lyrics - Syed Ikram Akbar Bukhari
  15. Kiya Khabar Kya Saza Mujh Ko Milti Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  16. Jannat Mein Lay Kay Jayay Gi Lyrics - Farhan Ali Qadri
  17. Free Lyrics - Zain Bhikha
  18. Ramzan Hai Allah Ki Qurbat Ka Mahina Lyrics - Aamir Fayyazi
  19. Ibn El-Watan Lyrics - Hamza Namira
  20. ??? ??????? ??? ???? ????? – Buniyal Islam Ala Khamsin Kamsathi Ana Ka Nin Fe Din Lyrics - Various Artists
  21. Mujhe Do Bheekh Ulfat Ki Madine Main Chala Aaun Lyrics - Naat Lyrics
  22. Wa Hassan Sabz E Qaba Lyrics - Shahid Baltistani
  23. Let It Go Lyrics - Maher Zain
  24. Without You Lyrics (ACOUSTIC – ARABIC) Lyrics - Sami Yusuf
  25. Forever Palestine Lyrics - Sami Yusuf

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

82 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
82
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x