Yeh Meri Maa Ki Duaon Ka Asar Lagta Hai

By: 

Karlo Khidmat Maa Di Lyrics

Paak Muhammed nay farmaya, tusi karlo khidmat maa di.
Jisnay Kaaba takna howay, oh taklay surat maa dee.

Oh pai paiyaan day dushmaan hounday, tay bhai bhaiyaan diyaan bawaan,
Tay baap siraan day oh taj Muhammad, tay mawaan thandiyaan chawaan.

Khoob say khoub Madinay ka safar lagta hai, zara us khak ka phir ashkay qamar lagta hai,
Khoob say khoub Madinay ka safar lagta hai, pyaar karta hai Nayazi yeh zamana mujhsay,
Pyaar karta hai Nayazi yeh zamana mujhsay, yeh meri maan ki duaoon ka asar lagta hai.

Uchiyaan lambiyaan aie taliyaan, tay ghaniyaan jinhaan diyan chawan,
Har eik cheese bazaroon labdi, par nahin labdiyaan nay mawaan.
Pyaar karta hai Nayazi yeh zamana mujhsay, yeh meri maan ki duaoon ka asar lagta hai.

Pyaar karta hai Nayazi yeh zamana mujhsay…
Shahoon say mila hai, na tawangar (ghani)/(rich) say mila hai
Allah ka irfaan usi ghar say mila hai
Jiko bhi mila hai, toh muqadar say mila hai
Mujh ko to mukadar bhi usi ghar say mila hai.
yeh meri maan ki duaoon ka asar lagta hai..
Pyaar karta hai Nayazi yeh zamana mujhsay, yeh meri maan ki duaoon ka asar lagta hai.

Azmataan ki mein sunawaan maa diyaan, tar dendiyaan nay duawan maan diyaan,
Yeh meri maan ki duaoon ka asar lagta hai, Yeh meri maan ki duaoun ka asar lagta hai.

Lyrics Information

Recited By: Shahbaz Qamar Fareedi
Written By: Niyazi


More Islamic Lyrics

  1. Mujhe Do Bheekh Ulfat Ki Madine Main Chala Aaun
  2. Du’a
  3. Hai Pak Rutba Fikr Say Us Bay Niaz Ka
  4. Ajab Rang Par Hai Bahare Madina
  5. Mountains of Makkah
  6. Freedom Will Come
  7. I Need Your Help
  8. Terengganu
  9. I’m So Sorry
  10. The Bright Moon
  11. Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi
  12. The Path of a Traveller
  13. Why?
  14. Happiness
  15. C’mon Everybody
  16. Allah Jaanta Hai
  17. Marhaba Mustafa
  18. Close To You
  19. Extracts of Qasida Burda
  20. Tanam Farsooda Jaan Para
  21. Healing
  22. Wherever You Are Lyrics (ACOUSTIC – ARABIC)
  23. Mere Maula
  24. Sayadi Sayadi Mustafa Mustafa
  25. Dua e Ali (AS)

35 thoughts on “Yeh Meri Maa Ki Duaon Ka Asar Lagta Hai”

  1. Salam Everyone

    I Am In Love With This Naat, It Reminds Me So Much Of Caring And Doting Mothers. This Naat Makes Me Want To Cry But I Have The Strength In Me To Hold Back My Tears.

    It Is Such A Beautiful Naat Read By A Beautiful Naat Khawaan.

    Wasalam

    Reply
  2. really nice to here this naat jo darja maa ka hay wo kise ka nai ho sahkta bara acha laga naat sun kay

    Reply
  3. wahhhhh  zbrdst maa bht kemti chez h jinki maa zinda h dil bhar kr unki khidmat kr lain aur jinki maa zinda nahe h us insan ko lakho ka nuksan h plz respect ur mothrz yeh j b nai hti tb pta chalta sb kuch mil jata h mgr maa baap kbi nahe milty maa ka naimul bdl khuda bhe nai dy skta wo aik br maa deta h mavan thandyan chawan i love u maag i love u

    Reply
  4. salam i just love this naat
    Jisnay Kaaba takna howay, oh taklay surat maa dee. subhanallah aur mashallah muhammad k jo bhi gada bangahey zamaneey vich shahenshah bangahey
    mola mere pyarey mola hum ko bhi moqa dein jahan hm bhi mum dad k khizmat karein ameen……

    Reply

Leave a Comment