Aur Sham E Gharibaan

By: 

Aur Sham E Gharibaan Lyrics

Kayamat ke manzar sare kabalaa hai

na salaar hai aur na lashker bachaa hai Qayamat ka manzar
Khudda yaa kisi par na raat aaye aisi
ye kehte huwe suraj gurur ho gayaa hai
Qayamat ka manzar
Sadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariban, saadat hai pardes hai
Kya waqt hai Ghazi nahi Zainab hai Nigheban
Sadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariban x2
saadat hai pardes hai

1. Ai raat andhero ko zara aur barhaa de
Maqtal ki hawaa jhalte Charaghon ko bujaa de
Dekhe naa Alamdaar behen ko sar-e-uriyaan
Sadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariban x2
saadat hai pardes hai

2. Bibi koyi jhule ki jali raakh utha ker
kehti hai agar tu nahi aayaa Ali asgar
khud run me chali aaengi besheer teri maa
Sadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariban x2

3. Tu bhi naa rahaa jee ke karoon kiyaa mere bache
khud apnne hi hathon se meri kabr bana de
lailaa pe ye hoga Ali Akber tera ashsaan
Sadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariban x2

4. Daryaa pe tarapta hai hai alamdaar kaa laashaa
maqtal me ajab haal se ati hai sakina
Khaimo kaa dhuwan aankh me jhal taa huwaa daman
Sadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariban x2

5. kehte hai ye jhalte huwe khaymon mei musalle
sajaad tahajud to zara chain se perhle
Afsoos ye mohlat bhi nahi dete musalman
Sadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariban x2

6. Woh waqt Taqallum tha ajab bint-e-Ali per
Kehne lage maula jo nikaab apni uthaa ker
me baap hu Zainab muje pehchaan meri jaan
Sadaat hai pardes hai aur Sham-e-ghariban x2

Urdu Nuha Information:
Nawha Reciter: Shahid Baltistani
Album: Shahid Baltistani 2007 Volume


More Islamic Lyrics

  1. Rab Farmaya Mahbooba
  2. Dard e Dil Chahiye Chashm e Tar Chahiye
  3. Allah Allah Nabi Ka Gharana
  4. Subhana Allah (Turkish Version)
  5. Tauba Qabool Ho
  6. Nabi Ki Naat Mein Padh Lun To Koi Baat Nahi
  7. Better Day
  8. Baraye Dil e Dukhtar
  9. Rabana Ya Rabana
  10. Mere Aaqa Ki Shaan
  11. Subha Taiba Mein Hui
  12. Aie Mout Thahar Jaa
  13. Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon
  14. Dil Madinah Mera Bana Aaqa
  15. All I Need
  16. Ellahi
  17. Rab Janay Tay Hussain Janay
  18. Mitho Naalo Muhammad Jo
  19. Try Not to Cry
  20. Ya Hanah
  21. Koi Aaye Koi Jaye
  22. Close To You
  23. Home
  24. Taha
  25. Take My Hand

5 thoughts on “Aur Sham E Gharibaan”

Leave a Comment