Fikr E Iqbal

By: 

Fikr E Iqbal Lyrics

Bayan sir me shahadat ki agar tafseer ho jaye x2

1. Musalmano kaa Qibla Rozaa-e-Shabbir ho jaye
Bayan sir me shahadat ki agar tafseer ho jaye x2
Gham-e-Shabbir ko chashme muhammad se agar dekhe
kabhibhi bhi majiliso mataam ko tu bid’at nahi samje
Tere maslak me jayiz matam-e-shabbir ho jaye
Bayan sir me shahadat ki agar tafseer ho jaye x2

2. Sar-e-majlis shahoor aajayenga ansoo bahane kaa
tumharaa dil bhi chaahenga azakhane me jane ka
Tumhare naam bhi firdos ki jageer ho jaye
Bayan sir me shahadat ki agar tafseer ho jaye x2

3. Tuje Quran me tathir ki ayat nahi milti
Sabab ye hai ke matam daar se fitrat nahi milti
Nishan matam ka sine per abhi tehrir hojaye
Bayan sir me shahadat ki agar tafseer ho jaye x2

4. Janab-e-Hazrat-e-Shabbir ki jo maa hai ay logo
Muhammad ne use khud maa kahaa itna agar socho
to Roza Fatema Zehra abhi tameer ho jaye
Bayan sir me shahadat ki agar tafseer ho jaye x2

5. Nishan-e-Matam-e-Shabbir hai sadiyon ke sine par
bataaya hazrat Iqbal aur Rehan ne mil kar
ho abh khamosh har tehrir har takrir ho jaye
Bayan sir me shahadat ki agar tafseer ho jaye x2

Urdu Nuha Information:

Nawha Reciter: Shahid Baltistani
Album: Shahid Baltistani 2007 Volume


More Islamic Lyrics

  1. Morning Prayer
  2. Haqeeqat Mein Woh Lutfe Zindagi
  3. Don’t Talk To Me About Muhammad
  4. Noori Mehfil Pay Chadar Tani Noor Ki
  5. The Source
  6. Bookshelf
  7. The Most Beautiful Names
  8. Laylatul Qadr
  9. Apni Nisbat Se Mein Kuch Nahi Hu
  10. Zara Chehre Se
  11. Uthi Nazar To Unke Karam Pe Thaher Gayi
  12. Ellahi
  13. Allah Made Everything
  14. Kalma Sharif
  15. Ishq Kee Intiha Syeda Fatima
  16. Always Be There
  17. Palestine
  18. Haser Hesarak
  19. Hasbi Rabbi
  20. Beautiful World
  21. Aie Mout Thahar Jaa
  22. Yeh Meri Maa Ki Duaon Ka Asar Lagta Hai
  23. Without You
  24. Fire
  25. Peace

5 thoughts on “Fikr E Iqbal”

Leave a Comment