Ab Meri Nigahoon Main

By: 

Ab Meri Nigahoon Mein Jachta Nahin Koi Lyrics

Ab Mere Nigahoon Mein, Jachta Nahi Koi
Ab Meri Nigahoon Main, Jachta Nahi Koi.
Jaisay meray Sarkar hein, aisa nahin koi.

Tumsa to haseen ankh nay, dekha nahi koi
Yeh shan e latafat hai, kay saya nahi Koi.

Jesy mery Sarkar hein esa nahi koi.

Aey zarfenazar deikh, magar deikh adab say
Sarkar ka Jalwa hai, tamasha nahi koi.

Ab meri Nigahoon Mey Jachta Nahi Koi….

Eizaz yeh hasil hai, to hasil hey zameen ko
Aflaq pay to Gumbad E Khazra nahin koyee.

Jesay meray Sarkar hain eisa nahi koi…

Sarkar ki rehmat ney, magar khoob nawaza
Yeh sach hey key Khalid sa nikama nahi koi.

Ab Meri Nigahoon Mey Jachta Nahi Koi
Jesy Mery Sarkar Hein Esa Nahi Koi.

Na’at Lyrics Information:
Hamd Reciter: Syed Fasihuddin Soharwardi
Kalaam By: Khalid Mehmood Khalid
Lyrics Submitted & Posted By: Aftab Ahmed Chandio
Lyrics Edited By: Syed Mehdi


More Islamic Lyrics

  1. Main Taliyan Nabi Diyan Choomda
  2. Ya Rab Bimarey Kerbobala
  3. Habibi Ya Rasool Allah
  4. Ho Karam Sadqey Mein Is Raat Ke Aye Rab e Azeem
  5. Oh Ali What Has Now Happened
  6. Happiness
  7. Mera Iman Ali Hai Ali
  8. Sartaba Qadam Hain Tanay
  9. Ask Him
  10. Raastein Saaf Batatay Hain
  11. ‘Araftul Hawa
  12. I’m So Sorry
  13. You And I
  14. Bahar e Jaan Fiza Tum Ho [Part 2-2]
  15. Shahaada [English Version]
  16. Prism
  17. Endless Bounty
  18. Aaqa Ka Milad Aaya [Part 1-2]
  19. The Quest
  20. Subhanallah
  21. Jashan Sohne De Manaye Te
  22. Elahi Madad Kar Madad Ki Ghari Hai
  23. Peace Remain
  24. Aie Mout Thahar Jaa
  25. Insha Allah (Arabic)

26 thoughts on “Ab Meri Nigahoon Main”

  1. Subhan allah…. awesome lyrics … had tears in my eyes while reading it … jazhak allah u khair for writing the lyrics here… was searching for it from a very long time

    Reply
  2. Thanks for write these beautiful and owasome lyrics may all bless u and this naat e kallam is my favorite and i wish allah give me a chance to read this naat e kallam for his mehboob(saw).

    Reply
  3. Subhan Allah ….
    But no aprication for Poet ln our society . Everything is for Naat khun.
    We should arrange Naatiya Mushera in our society .

    Reply

Leave a Comment