Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi

By: 

Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon Lyrics


Main to panjtan ka ghulam hoon, mein to panjtan ka ghulam hoon
Mein ghulaam ibn-e-ghulam hoon, mein ghulaam ibn e ghulam hoon
Main to panjtan ka ghulam hoon

Mujhe ishq hai to Khuda se hai
Mujhay ishq hai to Rasool say
Yeh karam hai sara batool ka
Mere moon (mouth) say aye mehak sada
Jo mein naam loon tera jhoom kay
Mein to panjtan ka gulaam hoon (2)

Kiya baat e raza us chamanistanay karam ki
Zahra hai kali jis mein Hussain ore Hassan phool
Mein to panjtan ka ghulam hoon
Mein ghulaam ibn-e-ghulam hoon

Mujhe ishq sarv o samal se hai
Mujhe ishq saray chaman say hai
Mujhe ishq unkay watan say hai
Mujhay ishq unki galii (street) say hai
Mujhe ishq hai to Ali se hai
Mujhe ishq hai to Hassan se hai
Mujhe ishq hai to Hussain say
Mujhay ishq shah e Zaman say hai
Mein to panjtan ka ghulam hoon

Mujh pay kitna niyazi karam ho gaya
Dunya kehnay lagi Punjtan ka gadha
Iss gharanay ka jabse mein nokar hua
Sab say achi meri nokari ho gayi
Mein to panjtan ka ghulam hoon

Hua kaisay tan(body) say woh sar juda
Jahan ishq ho wahin Karbala
Meri baat unhii ki baat hai
Meray saamne wohi zaat hai
Wohi jinko Sher E Khuda kahein
Jinhein Bab e Salle alaa kahein
Wohi jinko Aale Nabi kahein
Wohi jinko Zaat e Ali kahein
Wohi pukhtha hain mein to khaam hoon
Mein to panjtan ka ghulam hoon

Mera shair kiya mera zikr kiya
Meri baath kiya meri fikr kiya
Meri baath unke sabab se hai
Mera sher unke adab se hai
Mera zikr unke tufeil se
Meri fikr unke thufel se
Kahan muj men itni sakhat bala
Keho man kabath ka bhi hak ada
Mein to panjtan ka gulaam hun (2)

Naat Information:
Naat Khawan: Syed Fasihuddin Soharwardi


More Islamic Lyrics

  1. Khat Bhi Likha Tha Lyrics - Mesum Abbas
  2. Zameen o Zaman Tumhare Liye Lyrics - Khursheed Ahmad
  3. O Muhammed Lyrics - Shpend Limani
  4. Teri Mehfil Mein Chala Aya Hun Lyrics - Syed Zabeeb Masood
  5. Kankar Se Kalma Parhwao Phir Kehna Hum Jaise The Lyrics - Naat Lyrics
  6. Lamyaati Nazeero Kafi Nazarin Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  7. Ooj Pana Mere Huzoor Ka Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  8. Jannah Lyrics - Maher Zain
  9. Tajdar e Haram Lyrics - Owais Raza Qadri
  10. Aaya Kamli Wala Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  11. Beloved Lyrics - Mesut Kurtis
  12. The Most Beautiful Names Lyrics - Nader Khan
  13. Pohnchoon Dar e Sarkar Pe Chaha To Yehi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  14. SubhanAllah Lyrics - Maher Zain
  15. Fikr E Iqbal Lyrics - Shahid Baltistani
  16. Shukar Hai Tera Khudaya Lyrics - Hafiz Ahsan Amin
  17. Dil Jis Se Zinda Hain Lyrics - Ahmad Hussain
  18. Meditation Lyrics - Sami Yusuf
  19. Hasbi Rabbi Lyrics - Sami Yusuf
  20. Assalamu Alayka Lyrics - Maher Zain
  21. Lament Lyrics - Sami Yusuf
  22. Ahmad Raza Ka Taza Gulistan Hai Aaj Bhi Lyrics - Naat Lyrics
  23. Ya Taiba Lyrics - Various Artists
  24. Saday Wal Sohniyan Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  25. Eik Boondh Bhi Lyrics - Mesum Abbas

COMMENTS

Subscribe
Notify of
guest

144 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
144
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x