Karam K Aashiyanay Ki Kya Baat Hai Lyrics
Karam kay aashiyanay ki kia baat hai
Aap kay aastanay ki kya baat hay.
Fatima o Ali phir Hussain o Hassan
Mustafa k gharanay ki kia baat hay.
Haazri ko chala hay madinay ki tu
Dosta teray janay ki kia baat hai.
Waq e aakhir bhi hai, woh bhi hain samnay
Aie kaza teray aanay ki baat hai.
Kitnay nanay bhi hain, aur nawasay bhi hain
Ibn e Haider kay nanay ki kia baat hay.
Tak kay bolay nakirain hakim mujhay
Mustafa kay diwanay ki kia baat hay.
Aik ghar jo milay shehray sarkar main
Phir to aisay thikanay ki kia baat hay.
Naat & Video Information
Naat Khawan: Syedf Ikram Akbar Bukhari
Album: Jashn-e-Millad
D.O.P: Rana Akram
Editor: Abdul Razaque Solangi
Producer: Syed Sabihuddin Rehmani
Director: Kashif Mughal
naat sar kar kee partah hoon mane
bas ise naat pee ghar main mare rahmat hoge
ek teera nam vasela hay meera bass isee nam
naam se ghar mane mare rahmat hoo gee
yah soona hay kee bahoot goor andhare ho ge
kabar ka khofe na rakahna ay dil wahan sar kar kee chary kee zeearat hoo ge. ;
Karam mangta hn ata mangta hn
Beautiful naat
Wah
Wah
Wah
Wah ji wah
Kamaal ho gia ji kamal ho gia