Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar Lyrics
Faslon ko takalluf hai hum se agar,
hum bhi bebas nahin besahara nahi.
Khud unhi ko pukarengey hum door say
Raaste mein agar paon thak jayengay.
Hum Madinay mein tanha nikal jayengey,
Aur galiyon mein kus dun batak jayengey.
Hum wahan jakey wapas nahin ayengay.
Dhoondtay dhoondte loog thak jayengey.
Jaise hi sabz Gumbad nazar ayega,
Bandagi ka kareena badal jaye ga.
Sar jhukane ki fursat milay gi kisey.
Khud hi palkon say sajdey tapak jayengey.
Naam e Aaka jahan bhi liya jayega,
Zikr unka jahan bhi kiya jayega.
Noor hi noor seeno mein bhar jayega,
Sari mehfil mein jalwe lapak jayegey.
Aie Madinay kay zahir KHuda ke liye,
Dastaan e safar mujko yoon mat suna.
Baat bhar jayegi dil tarap jayega,
Meray mohtat ansoo chalak jayegay.
Unki chashme karam ko hai iski khabar,
Kis musafir ko hai kitna shaukey safar.
Humko Iqbal jab bhi ijazat mili,
Hum bhi Aaqa kay darbar tak jayegeney.
Faslon ko takalluf hai hum se agar,
hum bhi bebas nahin besahara nahi.
Khud unhi ko pukarengey hum door se
Raaste mein agar paon tak jayengey .
Urdu Naat Lyrics & Video Information
Artist: Qari Waheed Zafar Qasmi
Naat: Faslon ko takluf hai humse agar
SubanAllah this Naat. Always listen this naat midnight.. Allah aap KO health Izzat De Ameen..
E Allaha sb ke mukaddar me likh de wo teba ke glya wo zmzm ka pani
wery sowit naate pak.Allaha is ko kbul frmae
SUHANALLH…. THIS NAAT IS AWESOME AUR ALLAH APP KO HAMESH KHUSH HALL RAKHEY……………
I love Reciting this Naat.
It’s awesome..
Mashaallah beautiful naat sharif.
My Walid fav. Naaat i love it :(
Dua 4 my marhum walid
Wasn’t it Iqbal Wariach?
I love the first para too much. It brings tears to my eyes. Hum wahan jake waapas nahin ayenge. Dhoondhte Dhoondhte log in thak jayenge.