Zahe Muqaddar Lyrics - Waheed Zafar Qasmi

By: 

Zahe Muqaddar Lyrics

 

Zahe muqaddar huzoor e haq say salaam aaya payam aya
Jhukao nazrein bichao palkain adab ka aala maqam aaya.

Yeh kon sar say kafan lapatay, chala hai ulfat kay rastay par
Farishtay hairat say tak rahe hain yeh kon zy ehteram aaya.

Faza main labbaik ki sadain, zah farishta aarsh goonjti hain
Har aik qurban ho raha hai, zaban pay yeh kis ka naam aaya.

Yeh rah e haq hai! sambhal kay chalna! yahan hai manzil qadam qadam par
Pohanchna dar par, to kehna aaqa salaam lijiye ghulam aaya.

Yeh kehna aaqa bohat say aashiq taraptay say chor aaya houn main
Bulaway kay muntazir hain lekin, na subho aaya na shaam aaya.

Dua jo nikli thi dil say aakhir, palat kay maqbool ho kay aayi
Woh jazba jis main tarap thi sachi, woh jazba aakhir ko kaam aaya.

Khuda tera hafiz o nigehban, Oh rah e bat’ha kay janay wale
Nabi de sad inbisat ban kar, payam darood o salaam aaya.

Zahay muqadar huzur e haq se salaam aaya payam aaya
Jhukao nazreen bichao palkeen adab ka aala maqam aaya.

Lyrics Information:
Recited By: Qari Waheed Zafar Qasmi


More Islamic Lyrics

  1. Aaj Ashk Mere Naat Sunain Lyrics - Khursheed Ahmad
  2. Mangnay Ka Maza Hei Dar e Yaar Par Lyrics - Owais Raza Qadri
  3. La ilaha illa Allah Lyrics - Taha Hosna
  4. I Promise Lyrics - Harris J.
  5. Ala Bi Dhikrika Lyrics - Sami Yusuf
  6. Aseer Ahsan Lyrics - Humood Alkhudher
  7. Turn to Allah Lyrics - Zain Bhikha
  8. He is One Lyrics - Tom Robertson
  9. O Muhammed Lyrics - Shpend Limani
  10. The Way of Love Lyrics - Maher Zain
  11. As Subhu Bada Min Lyrics - Waheed Zafar Qasmi
  12. The Passing Traveller Lyrics - Zain Bhikha
  13. Karam Karte Ho Rehte Ho Lyrics - Naat Lyrics
  14. Allah Jaanta Hai Lyrics - Fez Meghani
  15. Jagah Ji Lagane Ki Duniya Nahi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  16. Main To Panjtan Ka Ghulam Hoon Lyrics - Syed Fasihuddin Soharwardi
  17. Aaya Kamli Wala Lyrics - Qari Shahid Mahmood
  18. Main Madine Chala Lyrics - Owais Raza Qadri
  19. Pohnchoon Dar e Sarkar Pe Chaha To Yehi Hai Lyrics - Owais Raza Qadri
  20. Allahi Allah Kiya Karo Lyrics - Maher Zain
  21. Aaqa Meriyan Akhiyan Madine Wich Reh Giyan Lyrics - Shahbaz Qamar Fareedi
  22. An Nabi Sallu Alai [Part 2-2] Lyrics - Owais Raza Qadri
  23. Aiy Taiba Lyrics - Junaid Jamshed
  24. Fikr E Iqbal Lyrics - Shahid Baltistani
  25. Edhak Lyrics - Humood Alkhudher

COMMENTS

Subscribe
Notify of

90 Comments
Newest
Oldest Most Voted
Inline Feedbacks
View all comments
90
0
Would love your thoughts, please comment.x
()
x