Kamil Hai Jo Azal Se

By: 

Kamil Hai Jo Azal Se Lyrics

KAMIL HAI JO AZAL SE, WOH HAI KAMAL TERA
BAQI HAI JO AABAD TAK, WOH HAI JALAL TERA
KAMIL HAI JO AZAL SE, WOH HAI KAMAL TERA

1. HAI AARIFON KO HAIRAT AUR MUNKIRON KO SAKTA
2. HAR DIL PE CHA RAHA HAI, ROBO JALAL TERA

KAMIL HAI JO AZAL SE, WOH HAI KAMAL TERA
BAQI HAI JO AABAD TAK, WOH HAI JALAL TERA
KAMIL HAI JO AZAL SE, WOH HAI KAMAL TERA

3. GO HUKM TERE LAKHON, YAN TAAL TE RAHEY HAIN
4. LEKIN TALANA HARGIZ, DIL SE KHAYAL TERA

KAMIL HAI JO AZAL SE, WOH HAI KAMAL TERA


BAQI HAI JO AABAD TAK, WOH HAI JALAL TERA
KAMIL HAI JO AZAL SE, WOH HAI KAMAL TERA

5. UNKI NAZAR MEIN SHAUKAT, JACHTI NAHIN KISI KI
6. ANKHON MEIN BAS RAHA HAI, JIN KE JAMAL TERA

KAMIL HAI JO AZAL SE, WOH HAI KAMAL TERA
BAQI HAI JO AABAD TAK, WOH HAI JALAL TERA
KAMIL HAI JO AZAL SE, WOH HAI KAMAL TERA

AUTHOR: MAULANA HASAN RAZA KHAN BARELVI

MEANINGS:
LINE 1: SAKTA = TO STAND STILL
LINE 3: GO = AGAR CHE
LINE 5: SHAUKAT = USKI BARAI AUR AALI SHAAN


More Islamic Lyrics

 1. Assalamu Alayka
 2. Noor Wala Aya Hai
 3. Mazagh Nigahon Nein
 4. Circle
 5. Greatest One
 6. Go
 7. Oh Lord
 8. Rabbee Yebarik
 9. Muslimano Karo Khushiya Muhammad Mustafa Aaya
 10. Noori Mehfil Pay Chadar Tani Noor Ki
 11. Who Is The Love One
 12. The Song of Rebellion
 13. Maşaallah (Turkish-Türkçe)
 14. Never Forget
 15. Ya Rabbi bil Mustafa
 16. Hai Pak Rutba Fikr Say Us Bay Niaz Ka
 17. Wohi Sab Say Meeti Zubaan Hai
 18. Aicha
 19. Don’t Wanna Be Afraid No More
 20. Do Bar Namaz Shaheed Hui
 21. Terengganu
 22. Rahman Ramazan
 23. Baraka Allahu Lakuma
 24. Aa Gayi Mustafa Ki Sawari
 25. Ya Rabbi Ya Rahman

Leave a Comment